SEARCH RESULTS
Showing search results for "katarnaa"
Ghazal MATCHES FOR "katarnaa"
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
sad-ra.ng-e-gul katarnaa dar-parda qatl karnaa
teG-e-adaa nahii.n hai paaband-e-be-niyaamii
Mirza Ghalib
Ghazal
us ne pi.njraa khol ke pahlii Galtii kii
duusrii Galtii pankh katarnaa chho.D diyaa
Mehshar Afridi
Ghazal
havaa ke par katarnaa ab zaruurii ho gayaa hai
miraa parvaaz bharnaa ab zaruurii ho gayaa hai
Khushbir Singh Shaad
Ghazal
kyaa vasl kii shab kaaTii hai fiqre hii bataa kar
sach hai ki tumhe.n baat katarnaa nahii.n aataa
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
lagaa rahaa hai jo sharte.n mirii u.Daano.n par
mire paro.n ko usii ne katarnaa chaahaa thaa
Faragh Rohvi
Ghazal
ye soch kar ki tujh se na parvaaz uu.nchii ho
apne paro.n ko KHud hii katarnaa pa.Daa mujhe
Zaryab Hasan Taheem
Ghazal
parinda KHauf-zada hai.n ki paalne vaale
paro.n ke saath zabaa.n bhii katarnaa chaahte hai.n
Waqar Fatmi
Ghazal
yaaro.n kii nazar hii me.n na the pankh hamaare
KHud apnii u.Daano.n ko katarnaa thaa hame.n bhii
Ambar Bahraichi
Ghazal
saa.ns ko chalte hu.e dekh ke mai.n jaan gayaa
jaama-e-umr isii qai.nchii se katarnaa hai mujhe
Muneer Ahmad Jami
Ghazal
itne maanuus the sayyaad se jaate na kahii.n
qaid me.n par na parindo.n ke katarnaa thaa miyaa.n
Anwar Jamal Anwar
Ghazal
jo raushnii-o-mohabbat kaa isti.aara hai
usii parind ke vo par katarnaa chaahtaa hai
Niyaz Sultanpuri
Ghazal
ishrat-e-qatra hai dariyaa me.n fanaa ho jaanaa
dard kaa had se guzarnaa hai davaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kabhii un kaa naam lenaa kabhii un kii baat karnaa
miraa zauq un kii chaahat miraa shauq un pe marnaa
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
khulii chhato.n ke diye kab ke bujh ga.e hote
ko.ii to hai jo havaa.o.n ke par katartaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
kaun o makaa.n se hai dil-e-vahshii kanaara-giir
is KHaanumaa.n-KHaraab ne Dhuu.nDaa hai ghar kahaa.n
Altaf Hussain Hali
Ghazal
qataar-e-shisha hai yaa kaarvaan-e-ham-safaraa.n
KHiraam-e-jaam hai yaa jaise kaa.enaat chale
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
mujhe to qatra hii honaa bahut sataataa hai
isii liye to samundar pe rahm aataa hai