SEARCH RESULTS
Showing search results for "katba-e-qabr"
Ghazal MATCHES FOR "katba-e-qabr"
Ghazal
pal do pal kaa saath hai ab raushnii kaa chal pa.De.n
shaam hai ik katba-e-qabr-e-javaa.n khole hu.e
Musavvir Sabzwari
Ghazal
vasl me.n achchhii tarah jab baada-paimaa.ii hu.ii
u.D ga.ii kaafuur ban ban kar hayaa aa.ii hu.ii
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
qabr me.n so.e.nge aaraam se ab ba.ad-e-fanaa
aa.egaa KHvaab-e-adam diida-e-bedaar ke paas
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Ghaus Mohammad Ghausi
Ghazal
zarra zarra hai yahaa.n ik katba-e-sirr-alast
aap hii vaaqif nahii.n hai.n rasm-e-KHatt-e-raaz se
Ghulam Bhik Nairang
Ghazal
zikr-e-taariikii-e-qabr aaya ki ye yaad aa.ii
bhuule dil se shab-e-furqat kii musiibat kaise
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
ik aa.nkh KHauf-e-tiirgii-e-qabr me.n hai band
aur ek shauq arsa-e-mahshar me.n baaz hai
Nadir Kakorvi
Ghazal
Rasikh Irfani
Ghazal
apnii peshaanii pe shohrat kii lakiire.n khii.nch le
apne siine se lagaa le katba-e-tash.hiir ko
Siddique Afghani
Ghazal
vo ki jis qabr pe mela saa lagaa rahtaa thaa
aaj KHasta saa vahaa.n katba-e-tanhaa.ii hai
Saqib Qamri Misbahi
Ghazal
tujh se tadbiir-o-amal katba-e-taqdiir na dekh
KHvaab sarmaaya tiraa KHvaab kii ta.abiir na dekh
Naresh Nadeem
Ghazal
kuchh dino.n baiTho sar-e-qabr-e-'aziiz'-e-be-navaa
KHaanqaaho.n me.n bahut dushvaar hai kaamil bano
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
gosha-e-qabr hai na qasr buland
na zamii.n hai na aasmaa.n apnaa
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
jinhe.n saakin-e-qabr kahte ho 'naGma'
vo sab kar rahe hai.n safar andar andar