SEARCH RESULTS
Showing search results for "katro.n"
Ghazal MATCHES FOR "katro.n"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
mujhe bharosa hai apne lahuu ke qatro.n par
mai.n neze neze ko shaaKH-e-gulaab kar duu.ngaa
Rahat Indori
Ghazal
ishq se tere ba.Dhe kyaa kyaa dilo.n ke martabe
mehr zarro.n ko kiyaa qatro.n ko dariyaa kar diyaa
Hasrat Mohani
Ghazal
zaalim hai taaza-dam mai.n pashemaan huu.n bahut
mere lahuu ke qatro.n se zaalim nikhar gayaa
Faisal Imtiyaz Khan
Ghazal
baarish kii buu.ndo.n ne ham ko samjhaayaa
kuchh qatro.n me.n kaise dariyaa hote hai.n
Varun Anand
Ghazal
KHuun ke qatro.n ne tuufaan uThaa rakkhaa hai
ab rag-o-pai me.n mujhe barf jamii dekhnaa hai
Shahryar
Ghazal
chand qatro.n ke liye dariyaa ko kyuu.n takliif dii
merii jaanib dekh lete mai.n ko.ii sahraa na thaa
Iqbal Ashhar
Ghazal
ai tirii shaan ki qatro.n me.n hai dariyaa jaarii
zarre KHurshiid kii tanviir liye baiThe hai.n
Bedam Shah Warsi
Ghazal
sharaab pii ke mai.n pahu.nchaa falak pe ai saaqii
kahaa.n se un ka.ii qatro.n me.n ye asar aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
qatro.n ke lab pe shor-e-anal-bahr hai ravaa.n
taqliid kyaa ye hazrat-e-mansuur kii nahii.n
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
mai.n jam.a kartaa huu.n shab ke siyaahii qatro.n ko
ba-vaqt-e-sub.h phir un ko palaT ke sotaa huu.n
Ameer Imam
Ghazal
Nazeer Baaqri
Ghazal
chand qatro.n kii mire dost haqiiqat kyaa hai
zarf vaalaa to samundar bhii nigal jaataa hai
Gulshan Bayabani
Ghazal
un ashko.n ke qatro.n ko bhii be-maaya na samjho
mazluumo.n kii aa.nkho.n me.n jagah paa.e hu.e hai.n
Vafa Malikpuri
Ghazal
yuu.n habaabo.n kaa na dil to.D KHudaa-raa ai mauj
inhii.n qatro.n ke to milne se hai dariyaa teraa
Shad Azimabadi
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Dagmagaate kabhii qadmo.n ko sambhalte dekhaa
raah-e-ulfat pe magar logo.n ko chalte dekhaa
Quaiser Khalid
Ghazal
vo agar do-chaar qatro.n se navaazegaa to kyaa
ek ik qatre me.n bahr-e-be-karaa.n le jaa.uu.ngaa
Chandrabhan Khayal
Ghazal
chaman me.n os ke qatro.n kii maanind
pa.De hai.n tujh galii me.n jaa-ba-jaa dil