SEARCH RESULTS
Showing search results for "kha.De"
Ghazal MATCHES FOR "kha.De"
Ghazal
'majruuh' likh rahe hai.n vo ahl-e-vafaa kaa naam
ham bhii kha.De hu.e hai.n gunahgaar kii tarah
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
ham the marne ko kha.De paas na aayaa na sahii
aaKHir us shoKH ke tarkash me.n ko.ii tiir bhii thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
ba.De sukuun se Duube the Duubne vaale
jo saahilo.n pe kha.De the bahut pukaare bhii
Amjad Islam Amjad
Ghazal
tuufaan me.n ho naav to kuchh sabr bhii aa jaa.e
saahil pe kha.De ho ke to Duubaa nahii.n jaataa
Muzaffar Warsi
Ghazal
hai.n raah-e-kahkashaa.n me.n azal se kha.De hu.e
'saaGar' tire Gulaam! zaraa aa.nkh to milaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
Gulzar
Ghazal
isii nadaamat se us ke ka.ndhe jhuke hu.e hai.n
ki ham chha.Dii kaa sahaaraa le kar kha.De hu.e hai.n
Ziya Mazkoor
Ghazal
tire ik ishaare pe saakit kha.De hai.n
nahii.n kah ke sab se guzar jaane vaale
Jigar Moradabadi
Ghazal
naaKHudaa dekh rahaa hai ki mai.n girdaab me.n huu.n
aur jo pul pe kha.De log hai.n aKHbaar se hai.n
Gulzar
Ghazal
dil ho yaa ruuh o jigar kaan kha.De sab ke hu.e
ishq aayaa ki ko.ii mufsida-pardaaz aayaa