SEARCH RESULTS
Showing search results for "kha.daa.uu.n"
Ghazal MATCHES FOR "kha.daa.uu.n"
Ghazal
Jamal Ehsani
Ghazal
ujlat ke alaav me.n kiye faisle 'aabid'
ab soch kii barfaanii kha.Daa.uu.n pe kha.De hai.n
Asghar Abid
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
kaniiz ho ko.ii yaa ko.ii shaahzaadii ho
jo ishq kartaa hai kab KHaandaan dekhtaa hai
Shakeel Azmi
Ghazal
KHayaal hai KHaandaan ko ittilaa.a de duu.n
jo kaT gayaa us shajar kaa shajara nikaalnaa hai
Umair Najmi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
mujhe buto.n se ijaazat agar kabhii mil jaa.e
to shahr-bhar ke KHudaa.o.n ko be-naqaab karuu.n
Rahat Indori
Ghazal
mausam kaa ishaara hai KHush rahne do bachcho.n ko
ma.asuum mohabbat hai phuulo.n kii KHataa.o.n me.n
Bashir Badr
Ghazal
vo naam huu.n ki jis pe nadaamat bhii ab nahii.n
vo kaam hai.n ki apnii judaa.ii kamaa.uu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
tumhaare KHvaab se har shab lipaT ke sote hai.n
sazaa.e.n bhej do ham ne KHataa.e.n bhejii hai.n
Gulzar
Ghazal
ab vo tuufaa.n hai na vo shor havaa.o.n jaisaa
dil kaa aalam hai tire baa'd KHalaa.o.n jaisaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
zamii.n par aa ga.e aa.nkho.n se TuuT kar aa.nsuu
burii KHabar hai farishte KHataa.e.n karne lage
Rahat Indori
Ghazal
zabaa.n rakhtaa huu.n lekin chup kha.Daa huu.n
mai.n aavaazo.n ke ban me.n ghir gayaa huu.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
is qadar pyaar hai insaa.n kii KHataa.o.n se mujhe
ki farishta miraa me.aar nahii.n ho saktaa