SEARCH RESULTS
Showing search results for "khaa.iyaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "khaa.iyaa.n"
Ghazal
dil mushabbak suurat-e-baadaam hai
barchhiyaa.n palko.n kii kis kii khaa.iyaa.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Iftikhar Haidar
Ghazal
ham uTh chale jo kabhii us galii ko vahshat me.n
to us gha.Dii na ku.e.n aur na khaa.iyaa.n dekhii.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
dasht-e-jaa.n me.n is qadar miTTii u.Dii
bhar ga.ii.n aa.nkho.n kii gahrii khaa.iyaa.n
Talib Husain Talib
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
Suhail Amjad
Ghazal
KHud-kushii kii chaahat me.n zindagii se bach kar ham
aabshaar kii KHaatir khaa.iyaa.n banaate the
Hema Kandpal Hiya
Ghazal
bulandii par sa.nbhal kar paa.nv rakhnaa
bahut gahrii yahaa.n par khaa.iyaa.n hai.n
Zameer Ahmad Zameer
Ghazal
Pramod Pundhir Pyaasa
Ghazal
vahii hai meraa muhaafiz vahii nigahbaa.n hai
ki mere dono.n taraf khaa.iyaa.n hai.n aur mai.n huu.n
Rahbar Tabani Dariyabadi
Ghazal
jab mere dil jigar kii tilisme.n banaa.iyaa.n
labrez-e-aab-e-ashk kii.n aa.nkho.n kii khaa.iyaa.n
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
hamaaraa ‘azm-e-musammam thaa jo nikal aa.e
na puuchho raah-e-vafaa me.n thii.n khaa.iyaa.n kyaa kyaa
Zaki Tariq Barabankavi
Ghazal
kahaaniyaa.n hii sahii sab mubaalGe hii sahii
agar vo KHvaab hai taabiir kar ke dekhte hai.n