SEARCH RESULTS
Showing search results for "khaleel"
Ghazal MATCHES FOR "khaleel"
Ghazal
bane-banaa.e se rasto.n kaa silsila niklaa
nayaa safar bhii bahut hii gurez-paa niklaa
Khalil Ur Rahman Azmi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
sanam-kada hai jahaa.n aur mard-e-haq hai KHaliil
ye nukta vo hai ki poshiida laa-ilaah me.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
auro.n kii buraa.ii ko na dekhuu.n vo nazar de
haa.n apnii buraa.ii ko parakhne kaa hunar de
Khaleel Tanveer
Ghazal
Khalil Ur Rahman Azmi
Ghazal
rusvaa hu.e zaliil hu.e dar-ba-dar hu.e
haq baat lab pe aa.ii to ham be-hunar hu.e
Khaleel Tanveer
Ghazal
kahuu.n ye kaise ki jiine kaa hausla dete
magar yahii ki mujhe Gam ko.ii nayaa dete
Khalil Ur Rahman Azmi
Ghazal
yaa zarbat-e-KHaliil se but-KHaana chiiKH uThaa
yaa pattharo.n ko ma.arifat-e-zaat ho ga.ii
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Ismail Merathi
Ghazal
tirii sadaa kaa hai sadiyo.n se intizaar mujhe
mire lahuu ke samundar zaraa pukaar mujhe
Khalil Ur Rahman Azmi
Ghazal
Khalil Ur Rahman Azmi
Ghazal
jo apnaa Gam hai use aa.iina dikhaa.uu.n mai.n
bas ek qatre me.n dariyaa sameT laa.uu.n mai.n
Khaleel Tanveer
Ghazal
naar-e-namruud yahii aur yahii gulzaar-e-KHaliil
ko.ii aatish nahii.n aatish-kada-e-zaat ke ba.ad
Ali Sardar Jafri
Ghazal
aks the aavaaz thii lekin ko.ii chehraa na thaa
naachte gaate qadam the aur ko.ii pahraa na thaa
Khaleel Tanveer
Ghazal
us par bhii dushmano.n kaa kahii.n saaya pa.D gayaa
Gam saa puraanaa dost bhii aaKHir bichha.D gayaa
Khalil Ur Rahman Azmi
Ghazal
jaltaa nahii.n aur jal rahaa huu.n
kis aag me.n mai.n pighal rahaa huu.n
Khalil Ur Rahman Azmi
Ghazal
Khalil Ur Rahman Azmi
Ghazal
ham baa.nsurii par maut kii gaate rahe naGma tiraa
ai zindagii ai zindagii rutba rahe baalaa tiraa