SEARCH RESULTS
Showing search results for "khaljaan"
Ghazal MATCHES FOR "khaljaan"
Ghazal
chaliye mo.aamla ye kisii samt to hu.aa
kam to hu.aa ye roz kaa KHaljaan kam se kam
Syed Ziyauddin Naeem
Ghazal
uljhano.n par uljhane.n KHaljaan hai KHaljaan par
aah kitnii aafate.n hai.n hazrat-e-insaan par
Ushba Tabeer
Ghazal
sajde me.n gir ke ashk bahaa.e the 'shaaz' chaar
dil kaa makiin ruuh kaa KHaljaan bah gayaa
Shaz Malik
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
itnaa maanuus na ho KHalvat-e-Gam se apnii
tuu kabhii KHud ko bhii dekhegaa to Dar jaa.egaa
Ahmad Faraz
Ghazal
roz taaro.n ko numaa.ish me.n KHalal pa.Dtaa hai
chaa.nd paagal hai a.ndhere me.n nikal pa.Dtaa hai
Rahat Indori
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
marne vaalo aa.o ab gardan kaTaa.o shauq se
ye Ganiimat vaqt hai KHanjar kaf-e-qaatil me.n hai
Bismil Azimabadi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
kaniiz ho ko.ii yaa ko.ii shaahzaadii ho
jo ishq kartaa hai kab KHaandaan dekhtaa hai
Shakeel Azmi
Ghazal
KHayaal hai KHaandaan ko ittilaa.a de duu.n
jo kaT gayaa us shajar kaa shajara nikaalnaa hai