SEARCH RESULTS
Showing search results for "kharaash"
Ghazal MATCHES FOR "kharaash"
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
KHaraash-e-naGma se siina chhilaa hu.aa hai miraa
fuGaa.n ki tark na kii naGma-parvarii mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
vo din ga.e ki thii mire siine me.n kuchh KHaraash
ab dil kahaa.n hai dil kaa nishaa.n yaad rah gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
tarz-e-KHaraash naala sarishk-e-namak-asar
lutf-e-karam badaulat-e-mehmaa.n uThaa.iye
Mirza Ghalib
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
mai.n aur sad-hazaar navaa-e-jigar-KHaraash
tuu aur ek vo na-shuniidan ki kyaa kahuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
siine me.n jaise tiir saa paivast ho gayaa
thaa kitnaa dil-KHaraash udaasii kaa qahqaha
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
manzar hai dil-KHaraash magar dil kaa kyaa kare.n
go dekhnaa nahii.n hai magar dekhnaa bhii hai
Ashraf Yousafi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
dil se niklii na KHaraash-e-Gam-e-ayyaam kii dhuup
tere naaKHun se ka.ii chaa.nd banaa.e ham ne
Sulaiman Areeb Haidarabadi
Ghazal
chehre pe jaise zaKHm hai naaKHuun kaa KHaraash
ab diidanii hu.ii hai.n mirii dast-kaariyaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
halkii sii ik KHaraash hai qaasid ke halq par
ye KHat javaab-e-KHat hai ki KHat kii rasiid hai
Bedam Shah Warsi
Ghazal
allaah re andaliib kii aavaaz-e-dil-KHaraash
jii hii nikal gayaa jo kahaa un ne haa.e gul