SEARCH RESULTS
Showing search results for "khaul"
Ghazal MATCHES FOR "khaul"
Ghazal
khaul uThtaa hai lahuu dekh ke apnaa yaaro
fasl ko kaaTe na jab fasl ko bone vaalaa
Sada Ambalvi
Ghazal
shaahid-e-jurm ho phir bhii na lahuu khaul uThe
aise KHaamosh tamaashaa.ii ko vaapas le le
Ajay Sahaab
Ghazal
vo pech-o-taab baguulo.n kaa mere aa.ngan mai.n
chu.Dele.n ghar me.n ghus aa.ii hai.n khaul kar gesuu
Rais Amrohvi
Ghazal
insaaniyat Gariib bhaTaktii hai dar-ba-dar
har shaKHs apne KHaul-e-anaa me.n samaa gayaa
Rahbar Jaunpuri
Ghazal
KHaamosh bahut der se hai bahr-e-havaadis
tuufaan tah-e-aab ko.ii khaul rahaa hai
Hafeez Betab
Ghazal
KHuun khaul uThtaa hai kyo.n daar kii uryaanii par
meraa kirdaar hai aur mere fasaane kaa nahii.n
Shaukat Mehdi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ye zulf agar khul ke bikhar jaa.e to achchhaa
is raat kii taqdiir sa.nvar jaa.e to achchhaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
raazo.n kii tarah utro mire dil me.n kisii shab
dastak pe mire haath kii khul jaa.o kisii din
Amjad Islam Amjad
Ghazal
paro.n ko khol zamaana u.Daan dekhtaa hai
zamii.n pe baiTh ke kyaa aasmaan dekhtaa hai
Shakeel Azmi
Ghazal
yaqii.n ye hai haqiiqat khul rahii hai
gumaa.n ye hai ki dhoke khaa rahaa huu.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
nii.nd aa jaa.e to kyaa mahfile.n barpaa dekhuu.n
aa.nkh khul jaa.e to tanhaa.ii kaa sahraa dekhuu.n
Parveen Shakir
Ghazal
kyaa hasii.n KHvaab mohabbat ne dikhaayaa thaa hame.n
khul ga.ii aa.nkh to taabiir pe ronaa aayaa