SEARCH RESULTS
Showing search results for "khelnaa"
Ghazal MATCHES FOR "khelnaa"
Ghazal
Ankit Maurya
Ghazal
tum us se kahnaa kisii din tabaah kar degaa
kam umr la.Dkiyo.n ke dil se khelnaa us ko
Kushal Dauneriya
Ghazal
chhe.D ai dil ye kisii shoKH ke ruKHsaaro.n se
khelnaa aah dahakte hu.e a.ngaaro.n se
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
Lateef Sahil
Ghazal
khelte rahte ho ma.asuum dilo.n se aksar
khelnaa dil se ko.ii shauq nahii.n lat hai tumhe.n
Mahwar Sirsivi
Ghazal
anaa.Diyo.n se tujhe khelnaa pa.Daa ai dost
sujhaa sujhaa ke na.ii chaal maat khaa.e jaa
Hafeez Jalandhari
Ghazal
phuulo.n ko taulnaa hai kaa.nTo.n se khelnaa hai
dil kii nazaakato.n me.n un kii mizaaj-daanii
Nushur Wahidi
Ghazal
ham ahl-e-aarzuu pe ajab vaqt aa pa.Daa
har har qadam pe khel nayaa khelnaa pa.Daa
Habeeb Hyderabadi
Ghazal
vo chaahtaa thaa khelnaa mere hii jism se
phir darmiyaan ishq ke aanaa pa.Daa mujhe
Muntazir Firozabadi
Ghazal
khelnaa aataa hai ham ko bhii shikaar
par nahii.n zaahid ko.ii TaTTii kii aa.D
Altaf Hussain Hali
Ghazal
mai.n chaahtaa thaa us kii nigaaho.n se khelnaa
lekin zaraa sii der bhii khelaa nahii.n gayaa
Zeeshan Sahil
Ghazal
kal carnas pe dekh ke chi.Diyo.n kaa khelnaa
be-vaj.h zehn us ke KHayaalo.n me.n baT gayaa
Hosh Jaunpuri
Ghazal
Shamim Jaipuri
Ghazal
siikhaa hai haadsaat-e-zamaana se khelnaa
ham ko hiraas-e-mauja-e-tuufaa.n nahii.n rahaa
Gulzar Dehlvi
Ghazal
choT khaa kar lagii kahne ki agar aisaa hai
hai galaa khelnaa tujh ko to kisii naT se lipaT
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ye naazuk chiiz hai dil aap is se khel na khele.n
dilo.n ke khel puure khelnaa dushvaar hotaa hai