SEARCH RESULTS
Showing search results for "khilafat o"
Ghazal MATCHES FOR "khilafat o"
Ghazal
KHilaaf-e-gardish-e-ma.amuul honaa chaahtaa huu.n
madad kar shahr-e-naa-maqbuul honaa chaahtaa huu.n
Farhat Ehsas
Ghazal
apne is turra-e-dastaar-e-KHilaafat kii qasam
jaan se maar diyaa tuu ne ba.Daa kar ke mujhe
Naseer Baloch
Ghazal
jab KHilaaf-e-maslahat jiine kii naubat aa.ii thii
Duub marte Duub marne me.n agar daanaa.ii thii
Unknown
Ghazal
KHilaaf-e-maz.hab-e-nafrat huu.n kyaa kiyaa jaa.e
mai.n harf harf mohabbat huu.n kyaa kiyaa jaa.e
Sapana Ahsaas
Ghazal
KHilaaf-e-haq na hamaaraa bayaan jaa.egaa
vo jaan le ki hamaarii ye jaan jaa.egaa
Zameeruddin Sajid
Ghazal
KHilaaf-e-rasm-e-taGazzul Gazal-saraa huu.n mai.n
rubaab-e-vaqt kii big.Dii hu.ii sadaa huu.n mai.n
Jameel Mazhari
Ghazal
sairaab ho kabhii ye KHilaaf-e-qayaas hai
apnii nazar ko pyaas to sahraa kii pyaas hai
Jan Kashmiri
Ghazal
dast-o-baazuu-e-KHilaafat ko bachaa lete agar
sar-niguu.n apnaa ye parcham nahii.n hone paataa
Saeedullah Shad
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
koshish bhii ye KHilaaf-e-tabii.at kabhii na kii
aasaan raasto.n kii siyaahat kabhii na kii
Shamshad shaad
Ghazal
niim-jaa.n hai kis liye haal-e-KHilaafat dekh kar
Dhuu.nD le ko.ii davaa is ko bachaane ke liye
Syed sadiq husain
Ghazal
qaasid KHilaaf-e-KHat kahii.n teraa bayaa.n na ho
karnaa sambhal ke baat ki vo bad-gumaa.n na ho
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
KHilaaf-e-zulm Gazal bhii hai ja.ng-juu merii
yahii sabab ki Gazal hai lahuu lahuu merii
Kausar Tasniim Supauli
Ghazal
zulmat ba-har-maqaam KHilaaf-e-talab milii
din kaa suraaG Dhuu.nDne vaalo.n ko shab milii
Sultan Rashk
Ghazal
Bedil Sarhadi
Ghazal
ai dil ye hai KHilaaf-e-rasm-e-vafaa-parastii
tauba buto.n ke aage zikr-e-KHudaa-parastii
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
umar ke daur-e-KHilaafat kii baat hii kuchh hai
ko.ii sunahraa zamaane me.n is se baab nahii.n