SEARCH RESULTS
Showing search results for "khizar"
Ghazal MATCHES FOR "khizar"
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
umr-e-KHizar kii us ko tamannaa kabhii na ho
insaan jii sake jo mohabbat me.n chaar din
A G Josh
Ghazal
mat dasht-e-mohabbat me.n qadam rakh ki KHizar ko
har gaam pe is rah me.n safar se hazar aave
Meer Taqi Meer
Ghazal
vo kaun thaa jo le ke mujhe ghar se chal pa.Daa
suurat KHizar kii thii na vo chehra KHizar kaa thaa
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
zaKHm taaza kar rahaa huu.n chaaragar ko dekh kar
raasta mai.n ne badal Daalaa KHizar ko dekh kar
Sudarshan Faakir
Ghazal
aadmii ko gumraahii le ga.ii sitaaro.n tak
rah ga.e bayaabaa.n me.n hazrat-e-KHizar tanhaa
Anwar Shuoor
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
apnii jebo.n se rahe.n saare namaazii hushyaar
ik buzurg aate hai.n masjid me.n KHizar kii suurat
Altaf Hussain Hali
Ghazal
ai 'zauq' kisii hamdam-e-deriina kaa milnaa
behtar hai mulaaqaat-e-masiihaa-o-KHizar se
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
kiyaa jo yaar ne kuchh shaGl-e-barq-a.ndaazii
charaaG-e-zindagii-e-KHizar tak nishaana hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
KHizar kaa saath diye jaa qadam ba.Dhaa.e jaa
fareb khaa.e hu.e kaa fareb khaa.e jaa
Hafeez Jalandhari
Ghazal
mai.n aur kuu-e-ishq mire aur ye nasiib
zauq-e-fanaa KHizar kii tarah rahnumaa hu.aa
Aasi Ghazipuri
Ghazal
aab-e-KHizar se bhii na ga.ii sozish-e-jigar
kyaa jaaniye ye aag hai kis duudmaan se
Meer Taqi Meer
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
naazaa.n na ho.n kyuu.n KHizar bhalaa umr pe apnii
hazrat ne tiraa zulf-e-rasaa ko nahii.n dekhaa