SEARCH RESULTS
Showing search results for "khizar"
Nazm MATCHES FOR "khizar"
Nazm
ek sitara aadarsh ka
rauzan-e-zulmaat hast-o-buud
ai paik-e-jahaa.n-paimaa KHizar
Shafiq Fatima Shera
Nazm
dua
na sikandar kii tarah fat.h kaa parcham maa.ngaa
aur na maanind-e-KHizar ‘umr-e-baqaa maa.ngii hai
Kaleem Aajiz
Nazm
qatra-e-shabnam
al-Garaz baaliidgii paudo.n kii teraa kaam hai
chashma-e-aab-e-KHizar terii tarii kaa naam hai
Hamid Hasan Qadri
Nazm
kashmir
paanii me.n hai chashmo.n ke asar aab-e-baqaa kaa
har naKHl pe 'aalam KHizar-e-sabz-qabaa kaa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
shikwa
tuu hii kah de ki ukhaa.Daa dar-e-KHaibar kis ne
shahr qaisar kaa jo thaa us ko kiyaa sar kis ne
Allama Iqbal
Nazm
ek bar kaho tum meri ho
jab saavan baadal chhaa.e ho.n
jab phaagun phuul khilaa.e ho.n
Ibn e Insha
Nazm
nisar main teri galiyon ke
yuu.nhii hamesha khilaa.e hai.n ham ne aag me.n phuul
na un kii haar na.ii hai na apnii jiit na.ii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
kahaa.n se aa.ii nigaar-e-sabaa kidhar ko ga.ii
abhii charaaG-e-sar-e-rah ko kuchh KHabar hii nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
itna malum hai!
har satar me.n miraa chehra ubhar aayaa hogaa
jab milii hogii use merii alaalat kii KHabar
Parveen Shakir
Nazm
aurat
to.D paimaana-e-mardaan-e-KHirad-mand bhii to.D
ban ke tuufaan chhalaknaa hai ubalnaa hai tujhe