SEARCH RESULTS
Showing search results for "khodaa"
Ghazal MATCHES FOR "khodaa"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Nawaz Asimi
Ghazal
pahaa.D khodaa to juz pattharo.n ke kuchh na milaa
mire pasiine kii mahkaar mere ghar pahu.nchii
Sibt Ali Saba
Ghazal
aarzuu-mand-e-shahaadat kii vasiyyat sab se hai
naam khodaa jaa.e meraa jab ko.ii KHanjar bane
Rasheed lakhnavi
Ghazal
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
apne bachcho.n ko tuu jaa aur bachaa le 'fahmii'
ek gaDDhaa na.ii tahziib ne khodaa hai abhii
Farida Alam Fahmi
Ghazal
jo kha.nDar khodaa gayaa dekh ke hairat ye hu.ii
shaamil us me.n bhii mire naam kaa patthar niklaa
Iqbal Bharti
Ghazal
ek ik lafz se sad-rang mataalib phuuTe
jab ku.aa.n khodaa to niiche se samundar niklaa
Iqtidar Javed
Ghazal
har ek daur me.n insaa.n kii buud-o-baash milii
kisii zamii.n ko bhii khodaa to merii laash milii
Indr Mohan Mehta Kaif
Ghazal
qafas udaas hai yaaro sabaa se kuchh to kaho
kahii.n to bahr-e-KHudaa aaj zikr-e-yaar chale