SEARCH RESULTS
Showing search results for "khokhle"
Ghazal MATCHES FOR "khokhle"
Ghazal
malbuus KHush-numaa hai.n magar jism khokhle
chhilke saje ho.n jaise phalo.n kii dukaan par
Shakeb Jalali
Ghazal
kab tak pa.De rahoge havaa.o.n ke haath me.n
kab tak chalegaa khokhle shabdo.n kaa kaarobaar
Adil Mansuri
Ghazal
din-raat us ke hijr kaa diimak lage lage
dil ke tamaam KHaane mujhe khokhle lage
Aks samastipuri
Ghazal
khokhle rasmo.n rivaajo.n ne jataayaa aksar
haathiyo.n ke hii nahii.n daa.nt dikhaane vaale
Ghazala Tabassum
Ghazal
mujh ko in khokhle da.avo.n se bhii ghin aatii hai
phuul ke bhes me.n patthar nahii.n achchhe lagte
Amrina Qaiser
Ghazal
Sheen Kaaf Nizam
Ghazal
sar hii ham pho.Dne jaa.e.n to kahaa.n jaa.e.nge
khokhle kaa.nch ke but hai.n tire but-KHaano.n me.n
Saeed Ahmad Akhtar
Ghazal
mai.n na kahtaa thaa ki dil kii baat kahne ke liye
khokhle alfaaz kii baisaakhiyaa.n rah jaa.e.ngii
Khalid Siddiqui
Ghazal
kuchh amal karke dikhaa.o to ko.ii baat bane
aa.e din khokhle na.are nahii.n achchhe lagte
Mohammad Naved Athar
Ghazal
vatan ko de na sake kuchh bhii khokhle na.are
jab aa.e kaam to bas ham vafaa-shi.aar aa.e
Naseer Ahmad Ansari
Ghazal
Saleem Figar
Ghazal
Shahnaz Nabi
Ghazal
khokhle alfaaz marham ban na paa.e ai 'razaa'
jhuuTe sachche aa.nsu.o.n ne kii masiihaa.ii bahut
Qazi Hasan Raza
Ghazal
Karam Hyderabadi
Ghazal
charaaG vaalo.n ke sab da.ave khokhle nikle
mai.n kar rahaa huu.n musalsal safar a.ndhere me.n
Ahmad Kamal Hashmi
Ghazal
nazar se dekh lo ham ret ke gharo.ndo.n ko
hame.n na chhuu.o ki ham khokhle hai.n andar se
Riaz Majeed
Ghazal
ab aur intizaar kar ai khokhle badan
mai.n aa rahaa huu.n madd-e-muqaabil pachhaa.D ke