SEARCH RESULTS
Showing search results for "khole"
Ghazal MATCHES FOR "khole"
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
paa-ba-gil sab hai.n rihaa.ii kii kare tadbiir kaun
dast-basta shahr me.n khole mirii zanjiir kaun
Parveen Shakir
Ghazal
zaKHmo.n ne mujh me.n darvaaze khole hai.n
mai.n ne vaqt se pahle Taa.nke khole hai.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
lab khole parii-zaad ne aahista se 'sarvat'
jo.n guftuguu kartaa hai sitaare se sitaaraa
Sarvat Husain
Ghazal
KHudaa jaane Gubaar-e-raah hai yaa qais hai lailaa
ko.ii aaGosh khole parda-e-mahmil se miltaa hai
Jaleel Manikpuri
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
dil kii jo baat thii vo rahii dil me.n ai 'suruur'
khole hai.n garche shauq ke daftar kabhii kabhii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
shab-e-firaaq jo khole hai.n ham ne zaKHm-e-jigar
ye intizaar hai kab chaa.ndnii nikaltii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
ehtiyaat rakhne kii ko.ii had bhii hotii hai
bhed ham ne khole hai.n bhed ko chhupaane me.n
Alam Khursheed
Ghazal
chaa.e kii pyaalii me.n niilii tablet gholii
sahme sahme haatho.n ne ik kitaab phir kholii
Bashir Badr
Ghazal
chhup rahaa hai qafas-e-tan me.n jo har taa.ir-e-dil
aa.nkh khole hu.e shaahiin-e-nazar kis kaa hai
Ameer Minai
Ghazal
is band ghar me.n kaise kahuu.n kyaa tilism hai
khole the jitne qufl vo ho.nTo.n pe pa.D ga.e
Aanis Moin
Ghazal
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
muzhda-baad ai baada-KHvaaro daur-e-vaa.iz ho chukaa
madrase khole ga.e ta.amiir mai-KHaana hu.aa