SEARCH RESULTS
Showing search results for "khudii"
Ghazal MATCHES FOR "khudii"
Ghazal
hosh vaalo.n ko KHabar kyaa be-KHudii kyaa chiiz hai
ishq kiije phir samjhiye zindagii kyaa chiiz hai
Nida Fazli
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
buto.n se tujh ko umiide.n KHudaa se naumiidii
mujhe bataa to sahii aur kaafirii kyaa hai
Allama Iqbal
Ghazal
agarche be-KHudii-e-ishq ko zamaana hu.aa
'firaaq' kartii rahii kaam vo nazar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
chashm-e-saaqii se piyo yaa lab-e-saaGar se piyo
be-KHudii aaTho.n pahar ho ye zaruurii to nahii.n
Khamosh Ghazipuri
Ghazal
hai.n daur-e-jaam-e-avval-e-shab me.n KHudii se duur
hotii hai aaj dekhiye ham ko sahar kahaa.n
Altaf Hussain Hali
Ghazal
saadgii o purkaarii be-KHudii o hushyaarii
husn ko taGaaful me.n jur.at-aazmaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
vo harf-e-raaz ki mujh ko sikhaa gayaa hai junuu.n
KHudaa mujhe nafas-e-jabra.iil de to kahuu.n
Allama Iqbal
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
giraa.n-bahaa hai to hifz-e-KHudii se hai varna
guhar me.n aab-e-guhar ke sivaa kuchh aur nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
har jumbish-e-nigaah me.n sad-kaif be-KHudii
bhartii phiregii husn kii niyyat kahaa.n kahaa.n