SEARCH RESULTS
Showing search results for "khurram"
Ghazal MATCHES FOR "khurram"
Ghazal
sunaa hai rabt hai us ko KHaraab-haalo.n se
so apne aap ko barbaad kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
go is kii KHudaa.ii me.n mahaajan kaa bhii hai haath
duniyaa to samajhtii hai fara.ngii ko KHudaavand
Allama Iqbal
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
koshish ke baavajuud bhii saakin nahii.n rahaa
kuchh din mai.n saamne rahaa kuchh din nahii.n rahaa
Khurram Afaq
Ghazal
tuufaan kii ummiid thii aa.ndhii nahii.n aa.ii
vo aap to kyaa us kii KHabar bhii nahii.n aa.ii
Khurram Afaq
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
davaa se hal na hu.aa to du.aa pe chho.D diyaa
tiraa mo.aamla ham ne KHudaa pe chho.D diyaa
Khurram Afaq
Ghazal
shaad o KHurram ek aalam ko kiyaa us ne 'zafar'
par sabab kyaa hai ki hai ranjiida o naashaad tuu
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ham to samjhe the mohabbat kii la.Daa.ii saahab
aap talvaar uThaa laa.e hai.n bhaa.ii saahab
Khurram Afaq
Ghazal
KHurram-o-shaadaab chehre saabit-o-sayyaar dil
ik zamii.n aisii thii jis kaa aasmaa.n ko.ii na thaa
Muneer Niyazi
Ghazal
maraa jaanaa mujhe Gairo.n ne ai 'zauq'
ki phirte hai.n KHush-o-KHurram abhii se
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
kisii tarah sambhal nahii.n rahaa huu.n mai.n
ki bah rahaa huu.n chal nahii.n rahaa huu.n mai.n
Khurram Afaq
Ghazal
agar kinaare pe Therne kii jagah nahii.n hai
to us safiine se achchhii ko.ii jagah nahii.n hai