SEARCH RESULTS
Showing search results for "khusuusii"
Ghazal MATCHES FOR "khusuusii"
Ghazal
party Thap mehmaan-e-KHusuusii shaa'ir-e-aa'zam
patlii galii me.n paan kaa khokhaa Dhuu.nD rahaa hai
Idris Babar
Ghazal
KHusuusii baate.n jo shaa.irii kii hai.n ek un me.n
ye KHuun piitii hai aur piitii bhii mustaqil hai
Ajiz Kamaal Rana
Ghazal
kisii ke KHat me.n kahe.n zikr tak na thaa us kaa
vo ik payaam-e-KHusuusii jo dil ke naam aayaa
Dil Ayubi
Ghazal
Seema Fareedi
Ghazal
rakhaa gayaa hai hifaazat se self me.n mujh ko
ki jaise mai.n bhii KHusuusii ko.ii shumaara hu.aa
Khursheed Afsar Baswani
Ghazal
ik ehtimaam-e-KHusuusii ke baavajuud 'KHumaar'
ye faaslo.n ko ba.Dhaataa hu.aa saa kuchh to hai
Suleman Khumar
Ghazal
tuur ke lutf-e-KHusuusii kii qasam pahle bhii
mere dil par asar-e-jalva-gah-e-aam na thaa
Ali Manzoor Hyderabadi
Ghazal
ik ehtimaam-e-KHusuusii ke baavajuud 'KHumaar'
ye faaslo.n ko ba.Dhaataa hu.aa saa kuchh to hai
Suleman Khumar
Ghazal
dekhiye kis ko ye e.azaaz-e-KHusuusii ho nasiib
lab tire manzil-e-dushnaam tak aa pahu.nche hai.n
Sayyad Safdar Hussain
Ghazal
adab tamiiz mohabbat KHuluus kii baate.n
tumhaarii bazm me.n aaKHir haraam kyaa-kyaa hai
Khalid Azmi
Ghazal
Mohammad Moosa
Ghazal
KHusuusii lutf-farmaa.ii na chho.Dii
un aa.nkho.n ne masiihaa.ii na chho.Dii
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
tire va.ade par jiye ham to ye jaan jhuuT jaanaa
ki KHushii se mar na jaate agar e'tibaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
tamaam shahr me.n aisaa nahii.n KHuluus na ho
jahaa.n umiid ho is kii vahaa.n nahii.n miltaa
Nida Fazli
Ghazal
Gam aur KHushii me.n farq na mahsuus ho jahaa.n
mai.n dil ko us maqaam pe laataa chalaa gayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
paagal hu.e jaate ho 'faraaz' us se mile kyaa
itnii sii KHushii se ko.ii mar bhii nahii.n jaataa