SEARCH RESULTS
Showing search results for "khvaahish-e-iqtidar-o-daulat"
Ghazal MATCHES FOR "khvaahish-e-iqtidar-o-daulat"
Ghazal
jo faqr me.n suruur hai shaahii me.n vo kahaa.n
ham bhii rahe hai.n nashsha-e-daulat me.n chaar din
A G Josh
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ham hasiin Gazlo.n se peT bhar nahii.n sakte
daulat-e-suKHan le kar be-faraaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
us taraf vo to idhar ham hai.n pareshaa.n 'bebaak'
KHvaahish-e-diid kisii taur na Taalii jaa.e
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
maut kii takliif se bad-tar hai ranj-e-intizaar
paasdaarii vaqt kii tum bhii karo ham bhii kare.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
agar ho sabr-o-qanaa.at kii daulat ai 'parvii.n'
gadaa bhii karte hai.n vo hii jo shaah karte hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
daulat-e-diidaar hasb-e-mudda.aa haasil hu.ii
mil ga.ii jis shaKHs ko taqdiir se iksiir-e-ishq
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
lagaa chuke jise arbaab-e-iqtidaar-o-havas
uTho vo aag bujhaa do na.ii sadii ke liye
Muzaffar Razmi
Ghazal
safar taviil sahii haasil-e-safar kyaa thaa
hamaare paas ba-juz daulat-e-nazar kyaa thaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
kis ko nahii.n sukuun kii KHvaahish jahaan me.n
uftaadgaan-e-rahguzar-e-baad kyaa kare.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
ai KHvaahish-e-yak-tarfa-e-taaraaj-e-junuu.n sun
sun dil ke qarii.n zamzama-e-kun-fayakuu.n sun
Shaista Sahar
Ghazal
gar eqtidaar-e-sukuu.n eqtidaar-e-vahshat hai
to phir dayaar-e-mohabbat dayaar-e-vahshat hai