SEARCH RESULTS
Showing search results for "khvaahish-e-iqtidar-o-daulat"
Nazm MATCHES FOR "khvaahish-e-iqtidar-o-daulat"
Nazm
sab maya hai
haa.n gaahe gaahe diid kii daulat haath aa.ii
yaa ek vo lazzat naam hai jis kaa rusvaa.ii
Ibn e Insha
Nazm
bata ai man
amiir-e-qaafila-e-naaz-e-eqtidaar hai kaun
shahiid kaun mujaavir sar-e-mazaar hai kaun
Anwar Abbas
Nazm
phir nahin
phir ek KHvaahish-e-betaab janam letii hai
phir ek KHvaab kii aamad kaa hai gumaa.n mujh ko
Kazim Rizvi
Nazm
lahu pukarta hai
ki un me.n ahl-e-havas kii sadaa kaa siisa hai
vo jhukte rahte hai.n lab-haa-e-iqtidaar kii samt
Ali Sardar Jafri
Nazm
ai mere chaaragaro isa-nafas
merii parvaaz mirii raahguzar jaatii thii
KHvaahish-e-duniyaa-o-tan-aasaanii
Shehzad Anjum Burhani
Nazm
be-wafa kaise banun
KHvaahish-e-saaya-e-gesuu-e-pareshaa.n hii nahii.n
jannat-e-aariz-o-lab kii bhii tamannaa na karuu.n
Imtiyaz Ahmad Qamar
Nazm
shahidan-e-azadi
un kii azmat se sabaq le.n aaj ahl-e-eqtidaar
kursiyo.n par baiTh jaane se nahii.n miltaa vaqaar
Prem Lal Shifa Dehlvi
Nazm
main aur tu
apne pindaar ke nashshe me.n sadaa istaada
KHvaahish-e-hamdam-e-deriina pe ha.ns detii thii
Ahmad Faraz
Nazm
ek haqiqat
vo aaGosh-e-daulat me.n paidaa hu.aa thaa
magar naam-e-daulat se bezaar bhii thaa
Bismil Dehlavi
Nazm
shoale
qalb-e-ma.asuum me.n har aabid-e-paakiiza ke
sho.ala-e-KHvaahish-e-irfaan-e-KHudaa paltaa hai
Akhtar Bastavi
Nazm
ilm
KHvaahish-e-chashma-e-zulmaat abhii baaqii hai
pa.e naisaa.n ho jo barsaat abhii baaqii hai
Daud Ghazi
Nazm
roTiyan
roTii na peT me.n ho to phir kuchh jatan na ho
mele kii sair KHvaahish-e-baaG-o-chaman na ho
Nazeer Akbarabadi
Nazm
jamia-usmaniya
terii har harakat me.n maKHfii aarzuu-e-iztiraar
terii tadbiir-e-amal par inhisaar-e-zindagii