SEARCH RESULTS
Showing search results for "kisak"
Ghazal MATCHES FOR "kisak"
Ghazal
us ko judaa hu.e bhii zamaana bahut hu.aa
ab kyaa kahe.n ye qissa puraanaa bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
ghaTaa.e.n uThtii hai.n barsaat hone lagtii hai
jab aa.nkh bhar ke falak ko kisaan dekhtaa hai
Shakeel Azmi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ek ham hii nahii.n phirte hai.n liye qissa-e-Gam
un ke KHaamosh labo.n par bhii fasaane se mile
Kaif Bhopali
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
kahuu.n mai.n jis se use hove sunte hii vahshat
phir apnaa qissa-e-vahshat kahuu.n to kis se kahuu.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
kaifiyyat-e-sukuut se ba.Dhtaa hai aur Gam
qissa ko.ii sunaa ki tabii.at udaas hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
fasaana-go bhii kare kyaa ki har ko.ii sar-e-bazm
ma.aal-e-qissa-e-dil dardnaak chaahtaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
muKHtasar qissa-e-Gam ye hai ki dil rakhtaa huu.n
raaz-e-kaunain KHulaasa hai is afsaane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
qissa-e-dard me.n ye baat kahaa.n se aa.ii
mai.n bahut ha.nstaa huu.n jab ko.ii sunaataa hai mujhe
Shahryar
Ghazal
ek duniyaa dard kii tasviir niklii ishq ko
koh-kan aur qais kaa qissa samajh baiThe the ham