SEARCH RESULTS
Showing search results for "kohraam"
Ghazal MATCHES FOR "kohraam"
Ghazal
din Duube hai yaa Duubii baaraat liye kashtii
saahil pe magar ko.ii kohraam nahii.n hotaa
Meena Kumari Naz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vo sham.a bujh ga.ii thii to kohraam thaa tamaam
dil bujh ga.e to shor-e-azaa kyuu.n nahii.n hu.aa
Irfan Siddiqi
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kuchh sar bhii kaT gire hai.n pa kohraam to machaa
yuu.n qaatilo.n ke haath se talvaar bhii girii
Ahmad Faraz
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Zubair Rizvi
Ghazal
ko.ii suntaa to ik kohraam barpaa thaa havaa.o.n me.n
shajar se ek pattaa jab giraa aahista aahista
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
KHamoshii bol uTThe har nazar paiGaam ho jaa.e
ye sannaaTaa agar had se ba.Dhe kohraam ho jaa.e
Shakeb Jalali
Ghazal
'anjum' mai.n bad-du.aa bhii nahii.n de sakaa use
jii chaahtaa to thaa vahaa.n kohraam kar ke aa.uu.n
Anjum Saleemi
Ghazal
baam-e-KHurshiid se utre ki na utre ko.ii sub.h
KHema-e-shab me.n bahut der se kohraam to hai
Hasan Naim
Ghazal
mo.D aate hii mujhe chho.D ke jaane vaale
phir se tanhaa.iyaa.n be-chainiyaa.n kohraam na de
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
thaa KHemo.n me.n kohraam jo jal rahe the
har ek samt jaise dhu.aa.n hii dhu.aa.n thaa