SEARCH RESULTS
Showing search results for "kulba"
Ghazal MATCHES FOR "kulba"
Ghazal
Gair kii bazm ke muhtaaj nahii.n ham 'raasiKH'
shaad-o-aabaad rahe kulba-e-ahzaa.n apnaa
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
vaah kyaa kahnaa hai teraa ai KHayaal-e-husn-e-yaar
kulba-e-taariik me.n tuu ne ujaalaa kar diyaa
Fazil Kashmiri
Ghazal
ho gayaa aaj miraa kulba-e-ahzaa.n raushan
un ke aane se makaa.n rashk-e-falak hai ki nahii.n
Haidar Husain Fiza Lucknowi
Ghazal
ghar tuu ne raqiibo.n kaa na ai aah jalaayaa
phir kyaa jo mire kulba-e-ihzaa.n me.n lagii aag
Munawar Khan Ghafil
Ghazal
tuu isii kulba-e-ahzaa.n me.n pa.Daa rah KHurshiid
tujh ko kab sohbat-e-abnaa-e-zamaa.n raas aa.ii
Khursheed Rizvi
Ghazal
kuu-ba-kuu phail ga.ii baat shanaasaa.ii kii
us ne KHushbuu kii tarah merii paziiraa.ii kii
Parveen Shakir
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
jise merii aarzuu ho jo KHaraab-e-kuu-ba-kuu ho
mujhe dekhne se pahle tujhe be-naqaab dekhe
Jameel Malik
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
mo.atakif garche ba-zaahir huu.n tasavvur me.n magar
kuu-ba-kuu saath ye be-piir liye phirte hai.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
paa.nv meraa kalba-e-ahzaa.n me.n ab rahtaa nahii.n
rafta rafta us taraf jaane kii mujh ko lat hu.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
jagah jagah pe the naaseh to kuu-ba-kuu dilbar
inhe.n pasand unhe.n naa-pasand kyaa karte