SEARCH RESULTS
Showing search results for "kulliyat e sauda sauda mohammad rafi ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "kulliyat e sauda sauda mohammad rafi ebooks"
Ghazal
ai diida KHaanumaa.n tuu hamaaraa Dubo sakaa
lekin Gubaar yaar ke dil se na dho sakaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
ai aah tirii qadr asar ne to na jaanii
go tuj ko laqab ham ne diyaa arsh-makaanii
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
dil le ke hamaaraa jo ko.ii taalib-e-jaa.n hai
ham bhii ye samajhte hai.n ki jii hai to jahaa.n hai
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
aaraam phir kahaa.n hai jo ho dil me.n jaa-e-hirs
aasuuda zer-e-KHaak nahii.n aashnaa-e-hirs
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
kab dil shikast-gaa.n se kar arz-e-haal aayaa
hai be-sadaa vo chiinii jis me.n ki baal aayaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
jo gul hai yaa.n so us gul-e-ruKHsaar saath hai
kyaa gul hai vo ki jis ke ye gulzaar saath hai
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
yuu.n dekh mire diida-e-pur-aab kii gardish
dariyaa me.n ho jis tarah se girdaab kii gardish
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
mast-e-sahar o tauba-kunaa.n shaam kaa huu.n mai.n
qaazii ke giraftaar nit e.alaam kaa huu.n mai.n
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
bahaar-e-baaG ho miinaa ho jaam-e-sahbaa ho
havaa ho abr ho saaqii ho aur dariyaa ho
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
gadaa dast-e-ahl-e-karam dekhte hai.n
ham apnaa hii dam aur qadam dekhte hai.n
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
kartaa huu.n tere zulm se har baar al-Giyaas
yak baar tere dil me.n nahii.n kaar al-Giyaas
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
gar tujh me.n hai vafaa to jafaakaar kaun hai
dildaar tuu hu.aa to dil-aazaar kaun hai
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
dhuum se sunte hai.n ab kii saal aatii hai bahaar
dekhiye kyaa kuchh hamaare sar pe laatii hai bahaar
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
bulbul ne jise jaa ke gulistaan me.n dekhaa
ham ne use har KHaar-e-bayaabaan me.n dekhaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
magar vo diid ko aayaa thaa baaG me.n gul ke
ki buu kuchh aur mai.n paa.ii dimaaG me.n gul ke
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
kahte hai.n log yaar kaa abruu pha.Dak gayaa
teGaa saa kuchh nazar me.n hamaarii sa.Dak gayaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
brahman but-kade ke shaiKH baitullaah ke sadqe
kahe.n hai.n jis ko 'saudaa' vo dil-e-aagaah ke sadqe