SEARCH RESULTS
Showing search results for "kurd"
Ghazal MATCHES FOR "kurd"
Ghazal
junuu.n se kund kiyaa hai so us ke husn kaa kiil
mire sivaa kisii diivaar par lagegaa nahii.n
Umair Najmi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
bastiyaa.n chaa.nd sitaaro.n kii basaane vaalo
kurra-e-arz pe bujhte chale jaate hai.n charaaG
Ahmad Faraz
Ghazal
be-KHatar kuud pa.Daa aatish-e-namruud me.n ishq
aql hai mahv-e-tamaashaa-e-lab-e-baam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
ab itnii kund ho ga.ii dhaar ai yaqii.n tirii
ab roktaa nahii.n hai ko.ii vaar ko tire
Jaun Eliya
Ghazal
kyaa jaane daab sohbat az KHvesh raftagaa.n kaa
majlis me.n shaiKH-saahib kuchh kuud jaante hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
us ne pe.D se kuud ke jaane kitne Gote khaa.e
bandar ko jab lagaa nadii me.n giraa hu.aa hai chaa.nd
Badiuzzaman Khawar
Ghazal
neza zamii.n pe gaa.D ke gho.De se kuud jaa
par mai.n zamii.n pe aabla-paa KHaalii haat huu.n
Bashir Badr
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
taariiKH aa chukii hai udhar card chhap ga.e
ab kab kahegii tujh ko vo la.Dkaa nahii.n pasand
Kushal Dauneriya
Ghazal
kurra-e-arz ne dekhaa hii na thaa vo KHurshiid
jis kii gardish me.n shab o roz mirii zaat rahii
Kausar Niyazi
Ghazal
ab tirii yaado.n ke nishtar bhii hu.e jaate hai.n kund
ham ko kitne roz apne zaKHm chhiile ho ga.e
Shahid Kabir
Ghazal
zamaana kuud pa.Daa aag me.n yahii kah kar
ki KHuun chaaT ke ho jaa.egii ye aag bhii baaG
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ku.e.n me.n chalo kuud jaate hai.n dono.n
tabhii is zamaane kii raahat bachegii
Aarush Sarkaar
Ghazal
na jaane kaun sii adaa burii lagii thii ruuh ko
badan kaa phir tamaam khel-kuud KHatm ho gayaa
Faryad Aazar
Ghazal
Aziz Nabeel
Ghazal
kured aur zamii.n mausamo.n ke mutalaashii!
yahii.n kahii.n mirii kho.ii hu.ii bahaar bhii hai