SEARCH RESULTS
Showing search results for "kush"
Ghazal MATCHES FOR "kush"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kyaa vo bhii be-gunah-kush o haq-naa-shanaas hai.n
maanaa ki tum bashar nahii.n KHurshiid o maah ho
Mirza Ghalib
Ghazal
daad kar ai daad-gar ushshaaq-kush
tere aage tujh se fariyaadii hai.n ham
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
lafzo.n ke kaise kaise ma.aanii badal ga.e
kirdaar-kush bhii saahab-e-kirdaar ban ga.e
Mukhtar Javed
Ghazal
Gyan Chand Jain
Ghazal
jazba ye rashk ka hai ai ushshaaq kush mujhe
baazaar se KHariid liye hai.n kafan tamaam
Ahmed Sohail
Ghazal
shaana-kush reshmii baalo.n ke zaraa aahista
kufr puKHta hai kahaa.n aaj kii zunnaarii kaa
Mani Nagpuri
Ghazal
yuu.n to har shaam umiido.n me.n guzar jaatii hai
aaj kuchh baat hai jo shaam pe ronaa aayaa