SEARCH RESULTS
Showing search results for "la.daakaa"
Ghazal MATCHES FOR "la.daakaa"
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
baar baar uThnaa usii jaanib nigaah-e-shauq kaa
aur tiraa Gurfe se vo aa.nkhe.n la.Daanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
is chhoTe zamaane ke ba.De kaise banoge
logo.n ko jab aapas me.n la.Daanaa nahii.n aataa
Waseem Barelvi
Ghazal
mire guluu me.n hai ik naGma jibra.iil-aashob
sambhaal kar jise rakkhaa hai laa-makaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
dukh o.Dhte nahii.n kabhii bazm-e-tarab me.n ham
malbuus-e-dil ko tan kaa labaada nahii.n kiyaa
Parveen Shakir
Ghazal
dafnaa diyaa gayaa mujhe chaa.ndii kii qabr me.n
mai.n jis ko chaahtii thii vo la.Dkaa Gariib thaa
Anjum Rehbar
Ghazal
in hasiino.n kaa la.Dakpan hii rahe yaa allaah
hosh aataa hai to aataa hai sataanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
apnii tasviir ko aa.nkho.n se lagaataa kyaa hai
ik nazar merii taraf bhii tiraa jaataa kyaa hai
Shahzad Ahmad
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
bas ek baar kisii ne gale lagaayaa thaa
phir us ke baa'd na mai.n thaa na meraa saayaa thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
hame.n karnaa hai KHudaavand kii imdaad so ham
dair-o-ka.aba ko la.Daane ke liye nikle hai.n
Jaun Eliya
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
kis ko KHabar ye kitnii qayaamat Dhaataa hai
ye la.Dkaa jo itnaa bechaara lagtaa hai
Kaif Bhopali
Ghazal
kahaa ''la.Daate ho kyuu.n ham se Gair ko hamdam''
kahaa ki ''tum bhii to ham se nigah la.Daate ho''