SEARCH RESULTS
Showing search results for "lagaa.iye"
Ghazal MATCHES FOR "lagaa.iye"
Ghazal
surma lagaayaa kiijiye aa.nkho.n me.n mehrbaa.n
iksiir ye sufuuf hai biimaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
vo ajnabii bhii aashnaa ban jaa.egaa 'matiin'
us kii galii ke roz hii chakkar lagaa.iye
Syed Fazlul Mateen
Ghazal
ba.Dhaa ba.Dhaa ke miraa dil lagaa.iye talvaar
jagah jafaa kii sivaa ho agar numuu aa.e
Saqib Lakhnavi
Ghazal
har ik adaa tirii qaatil hai saare aalam kii
kahaa.n lagaa.iye apnaa suraaG kyaa kahiye
Maikash Akbarabadi
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
gale lagaa.iye mu.nh chuumiye sulaa rakhiye
hamaare dil me.n bhii kyaa kyaa havas ikhaTTii hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
chehre par ek aur bhii chehra lagaa.iye
dil chaahe ro rahaa ho magar muskuraa.iye
Zeenatullah Javed
Ghazal
ai saakinaan-e-chashm chale.n sulh kiijiye
uThiye hamaare KHvaab ko siine lagaa.iye
Sarfraz Arish
Ghazal
u.D kar suraaG-e-kuucha-e-dilbar lagaa.iye
kis tarah dono.n baazu.o.n me.n par lagaa.iye
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
phir dost ko lagaa.iye dil se ba-sad-KHuluus
phir apnii aastiin se KHanjar nikaaliye
Saif Zulfi
Ghazal
naavak mujhe raqiib ko barchhii lagaa.iye
tiir us taraf chale to sinaa.n aur kii taraf
Shad Lakhnavi
Ghazal
ye maulvii hai.n inhe.n bhii lagaa.iye nashtar
jo qaul karte hai.n vaa'da vafaa nahii.n karte
Zia Asadi Sironji
Ghazal
mujh par nishaa.n lagaa.iye pahle savaaliye
phir mas.alo.n ko kholiye aur hal nikaaliye
Faisal Nadeem Faisal
Ghazal
dil tak ho chaak teG jo sar par lagaa.iye
aashiq huu.n haath soch-samajh kar lagaa.iye