SEARCH RESULTS
Showing search results for "lahariye"
Ghazal MATCHES FOR "lahariye"
Ghazal
ik laal-qil.a thaa jo miyaa.n zard pa.D gayaa
ab ra.ng-rez kaun se kis jaa se laa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
faaslo.n hii faaslo.n me.n jaan se haaraa 'zafar'
ishq thaa laahoriye ko ek multaanii ke saath
Zafar Iqbal
Ghazal
chhak.Daa hu.e hai.n soch ke raah-e-vafaa me.n paa.nv
pahiye lagaa.iye unhe.n raftaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
la.Dne ko dil jo chaahe to aa.nkhe.n la.Daa.iye
ho ja.ng bhii agar to mazedaar ja.ng ho
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
taaki KHabar bhii laa.iye saahil ke shauq me.n
koshish ba-qadr-e-himmat-e-mardaana kiijiye
Yagana Changezi
Ghazal
haa.n shukr to zaruur bajaa laa.iye huzuur
lekin hamaare zabt pe takiya na kiijiye
Jawad Sheikh
Ghazal
takiya zaanuu kaa mire kiijiye be-KHauf-o-KHatar
aap tashriif idhar laa.iye aur so rahiye
Meer Hasan
Ghazal
kahaa.n hai shervaanii aur Topii laa.iye begam
abhii din hai magar pahle se tayyaarii to karnii hai
Tashna Azmi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
saa.ns ke lahriye jho.nko.n se phaTaa jaataa hai
jism kaaGaz ke pharere ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Sher Afzal Jafri
Ghazal
har ik adaa tirii qaatil hai saare 'aalam kii
kahaa.n lagaa.iye apnaa suraaG kyaa kahiye
Maikash Akbarabadi
Ghazal
maalik hii ke suKHan me.n talavvun jo paa.iye
kahiye yaqiin laa.iye phir kis kii baat kaa
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
vo ajnabii bhii aashnaa ban jaa.egaa 'matiin'
us kii galii ke roz hii chakkar lagaa.iye
Syed Fazlul Mateen
Ghazal
rah gayaa Gair ke ghar jaa.iye bhii laa.iye bhii
aap ke sar kii qasam aap ke sar kaa ta.aviiz
Riyaz Khairabadi
Ghazal
ba.Dhaa ba.Dhaa ke miraa dil lagaa.iye talvaar
jagah jafaa kii sivaa ho agar numuu aa.e
Saqib Lakhnavi
Ghazal
kahaa.n se laa.iye KHud ko ki KHud ko dekh sake.n
jab apne-aap se guzre to ruunumaa hu.e ham