SEARCH RESULTS
Showing search results for "lataa.o.n"
Ghazal MATCHES FOR "lataa.o.n"
Ghazal
yaa-rab qafas hai yaa ki chaman kyaa hai ye jahaa.n
uljhe pa.De hai.n phuul kaTiilii laTaa.o.n me.n
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
vahaa.n mushaa.ere pa.Dhne chalii ho tum 'parviin'
jahaa.n hai zor laTaa.o.n kaa taanse.no.n kaa
Parveen Kaif
Ghazal
jo Duubnaa hai to itne sukuun se Duubo
ki aas-paas kii lahro.n ko bhii pataa na lage
Qaisarul Jafri
Ghazal
har vaqt kaa ha.nsnaa tujhe barbaad na kar de
tanhaa.ii ke lamho.n me.n kabhii ro bhii liyaa kar
Mohsin Naqvi
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
dilo.n me.n aag labo.n par gulaab rakhte hai.n
sab apne chehro.n pe dohrii naqaab rakhte hai.n
Rahat Indori
Ghazal
saa.at-e-diid ki aariz hai.n gulaabii ab tak
avvalii.n lamho.n ke gulnaar hijaabo.n kii tarah
Parveen Shakir
Ghazal
ye chand lamho.n kii be-iKHtiyaariyaa.n hai.n 'vasiim'
gunah se rishta bahut der rah nahii.n saktaa