SEARCH RESULTS
Showing search results for "latkii"
Ghazal MATCHES FOR "latkii"
Ghazal
vaqt kii Dor KHudaa jaane kahaa.n se TuuTe
kis gha.Dii sar pe ye laTkii hu.ii talvaar gire
Shakeb Jalali
Ghazal
dhaage par laTkii hai izzat logo.n kii
sab apnii dastaar sambhaale baiThe hai.n
Shakeel Jamali
Ghazal
dar par viiraanii kaa parda jhuul rahaa hai
khuu.nTii se tanhaa.ii kii bele.n laTkii hai.n
Muzaffar Hanfi
Ghazal
laTkii hu.ii hai ruuh kii suulii pe zindagii
saa.nso.n kaa silsila hai ki rassii gale me.n hai
Muzaffar Warsi
Ghazal
muddato.n laTkii rahii mom kii zanjiir se laash
barf ke suukhe hu.e pe.D pe chingaarii kii
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
sar jhukaa.e hu.e maqtal me.n kha.De the jallaad
taKHta-e-daar pe laTkii hu.ii KHuddaarii thii
Sarwar Arman
Ghazal
mai.n chal pa.Daa to kaT ke vo qadmo.n me.n aa girii
laTkii hai mere sar pe jo shamshiir raat bhar
Rasheed Qaisrani
Ghazal
Prem Warbartani
Ghazal
har taraf shaaKHo.n pe laTkii thii 'sabaa' KHaamoshii
raat ke pe.D me.n aavaaz ke jhuule kab the
Saba Ikram
Ghazal
baat phislii thii jo kaano.n me.n zabaa.n se laTkii
tauq ban ke vo hii taa-'umr sar-e-dosh rahii
Divya Jain
Ghazal
saa.njh phisal kar Dev.Dhii par aa laTkii hai
aa.ngan se chaubaare tak sab laal hu.aa
Gautam Rajrishi
Ghazal
ek dha.Dkaa saa lagaa thaa ki sahar-dam kyaa ho
sar pe laTkii hu.ii talvaar ne sone na diyaa
Karrar Noori
Ghazal
yahaa.n makiin hai.n ohde gharo.n me.n log nahii.n
daro.n pe laTkii hu.ii taKHtiyaa.n bataatii hai.n
Nafas Ambalvi
Ghazal
taKHtiyaa.n laTkii hu.ii naam kii darvaazo.n par
ham ne dekhe hai.n yahaa.n kitne hii zindaa.n aabaad
Hamdam Kashmiri
Ghazal
faraaz-e-daar pe laTkii hai zindagii 'aazaad'
mirii hayaat bhii Thahrii azaab kaa mausam