SEARCH RESULTS
Showing search results for "lattaa"
Ghazal MATCHES FOR "lattaa"
Ghazal
Gam aur KHushii me.n farq na mahsuus ho jahaa.n
mai.n dil ko us maqaam pe laataa chalaa gayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
aaj darvaazo.n pe dastak jaanii pahchaanii sii hai
aaj mere naam laataa hai mirii ta.aziir kaun
Parveen Shakir
Ghazal
jo abr hai vahii ab sa.ng-o-KHisht laataa hai
fazaa ye ho to dilo.n me.n nazaakate.n kaisii
Obaidullah Aleem
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
nii.nd laataa hu.aa phir aa.nkh ko dukh detaa hu.aa
tajrabe dono.n hai.n vaabasta tire haat ke saath
Parveen Shakir
Ghazal
javaab-e-saaf to laataa agar na laataa KHat
likhaa nasiib kaa jo naama-bar se kuchh na hu.aa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
us aa.nkh se vahshat kii taasiir uThaa laayaa
mai.n jaagte rahne kii tadbiir uThaa laayaa
Azm Bahzad
Ghazal
mumkin thaa kabhii un ko mai.n KHaatir me.n na laataa
hote jo muqaabil mire do-chaar munaafiq
Danish Aziz
Ghazal
laa sakoge na zaraa jalva-e-diidaar kii taab
arinii mu.nh se na ai hazrat-e-muusaa kahnaa
Ameer Minai
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
KHaaksaaro.n ko kabhuu laataa nahii.n KHaatir me.n vo
husn kii daulat par apne is qadar maGruur hai