SEARCH RESULTS
Showing search results for "luTe"
Ghazal MATCHES FOR "luTe"
Ghazal
bachaa ke laa.e ham ai yaar phir bhii naqd-e-vafaa
agarche luTte rahe rahzano.n ke haath chale
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
nazar milaa ke mire paas aa ke luuT liyaa
nazar haTii thii ki phir muskuraa ke luuT liyaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
ye kah ga.e hai.n musaafir luTe gharo.n vaale
Dare.n havaa se parinde khule paro.n vaale
Mohsin Naqvi
Ghazal
KHazaane luTte rahe.nge ye KHaalii hone tak
ujaa.D degii ye aadat gharo.n me.n baiThne kii
aabid umar
Ghazal
Saghar Nizami
Ghazal
Amir Usmani
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
lauTe kuchh is tarah tirii jalva-saraa se ham
bante ga.e qadam-ba-qadam aa.ina se ham
Amir Usmani
Ghazal
aatii hai apne jism ke jalne kii buu mujhe
luTte hai.n nik.hato.n ke subuu jab bahaar me.n
Majeed Amjad
Ghazal
kin manzilo.n luTe hai.n mohabbat ke qaafile
insaa.n zamii.n pe aaj Gariib-ul-vatan saa hai
Ada Jafarey
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
kabhii basant me.n pyaasii ja.Do.n kii chiiKH bhii sun
luTe shajar se hare paat maa.ngne vaale
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
Fazl Tabish
Ghazal
to.De ko.ii qile ko ko.ii luuTe shahr ko
ab kis se apnii maa.nge bhalaa daad aagara