SEARCH RESULTS
Showing search results for "luTii"
Ghazal MATCHES FOR "luTii"
Ghazal
aa.nkho.n me.n u.D rahii hai luTii mahfilo.n kii dhuul
ibrat-saraa-e-dahr hai aur ham hai.n dosto
Muneer Niyazi
Ghazal
ishq rahzan na sahii ishq ke haatho.n phir bhii
ham ne luTtii hu.ii dekhii hai.n barate.n aksar
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ho ga.e qallaash jab se aas kii daulat luTii
paas apne aur to ko.ii bhii sarmaaya na thaa
Qateel Shifai
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
mire nasiib ko barbaadiyo.n se nisbat hai
luTii hu.ii sii bahaaro ko.ii to baat karo
Shakeb Jalali
Ghazal
dosto.n shukr karo mujh se mulaaqaat hu.ii
ye na puuchho ki luTii hai mirii duniyaa kaise
Krishn Bihari Noor
Ghazal
tumhii.n insaaf se ai hazrat naaseh kah do
lutf un baato.n me.n aataa hai ki in baato.n me.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
ashk bhar aa.e jo duniyaa ne sitam dil pe kiye
apnii luTtii hu.ii jaagiir pe ronaa aayaa
Naushad Ali
Ghazal
Ezaz Ahmad Azar
Ghazal
KHizaa.n ne aa ke kahaa mere Gam se kyaa haasil
jahaa.n bahaar luTii us chaman kii baat karo
Zehra Nigaah
Ghazal
duniyaa luTii to duur se taktaa hii rah gayaa
aa.nkho.n me.n ghar ke KHvaab kaa naqsha hii rah gayaa
Ibrahim Ashk
Ghazal
pahu.nche to dil me.n josh-e-tamannaa liye hu.e
lauTe magar luTii hu.ii duniyaa liye hu.e
Shakeel Badayuni
Ghazal
Payam Fatehpuri
Ghazal
Hari Chand Akhtar
Ghazal
sab chaman vaalo.n ne to luuTii bahaar
aur mujhe sayyaad hii kaa Dar rahaa