SEARCH RESULTS
Showing search results for "ma.ndraataa"
Ghazal MATCHES FOR "ma.ndraataa"
Ghazal
Prashant Mishra Man
Ghazal
barbaadiyo.n kaa sog manaanaa fuzuul thaa
barbaadiyo.n kaa jashn manaataa chalaa gayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
jab mai-kada chhuTaa to phir ab kyaa jagah kii qaid
masjid ho madrasa ho ko.ii KHaanqaah ho
Mirza Ghalib
Ghazal
galaa to gho.nT diyaa ahl-e-madrasa ne tiraa
kahaa.n se aa.e sadaa laa ilaah il-lallaah
Allama Iqbal
Ghazal
labo.n pe harf-e-rajaz hai zirah utaar ke bhii
mai.n jashn-e-fat.h manaataa huu.n ja.ng haar ke bhii
Mohsin Naqvi
Ghazal
ye madrasa ye javaa.n ye suruur o ra.anaa.ii
inhii.n ke dam se hai mai-KHaana-e-fara.ng aabaad
Allama Iqbal
Ghazal
Khwaja Meer Dard
Ghazal
ai 'daaG' is kii KHair manaataa hai aadmii
ko.ii aziiz ba.Dh ke nahii.n apnii jaan se
Dagh Dehlvi
Ghazal
mai-e-yaqii.n se zamiir-e-hayaat hai pur-soz
nasiib-e-madrasa yaa rab ye aab-e-aatish-naak
Allama Iqbal
Ghazal
thaa jahaa.n madrasa-e-shiirii-o-shaahanshaahii
aaj in KHaanqaho.n me.n hai faqat ruubaahii
Allama Iqbal
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
ek ik lamhe ko palko.n pe sajaataa hu.aa ghar
raas aataa hai kise hijr manaataa hu.aa ghar
Aadil Raza Mansoori
Ghazal
jab fikro.n par baadal se ma.nDlaate ho.nge
insaa.n ghaT kar saa.e se rah jaate ho.nge
Kalidas Gupta Raza
Ghazal
jab ye aalam ho ki ma.nDlaatii ho har samt ko barq
kyuu.n ko.ii nauhagar-e-KHirman-e-barbaad rahe
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
zaaG o zaGan kii suurat ma.nDlaayaa aa ke paiham
custodian ne dekhaa jab aashiyaa.n hamaaraa