SEARCH RESULTS
Showing search results for "maa.njh"
Ghazal MATCHES FOR "maa.njh"
Ghazal
karte hai.n Gam se maa.njh ke fitrat ko aab-daar
kaar-e-junuu.n me.n ham se ifaada kare ko.ii
Naseem Syed
Ghazal
maa.njh kar vo daa.nto.n ko jab muskuraa dene lage
chhoTii moTii sai.nka.Do.n bijlii giraa dene lage
Boom Merathi
Ghazal
ab nahii.n maa.ngte biitii hu.ii pahchaan apnii
maa.njh kar ret se chamkaa.e hu.e ye chehre
Shiv Om Misra Anvar
Ghazal
kaash sandal se mirii maa.ng ujaale aa kar
itne Gairo.n me.n vahii haath jo apnaa dekhuu.n
Parveen Shakir
Ghazal
tum maa.ng rahe ho mire dil se mirii KHvaahish
bachcha to kabhii apne khilaune nahii.n detaa
Abbas Tabish
Ghazal
apnii KHushiyaa.n mire aalaam se mansuub na kar
mujh se mat maa.ng miraa naam mire saath na chal
Shakeel Azmi
Ghazal
daad kii bhiik na maa.ng!! ai mire achchhe shaa.er!!
jaa tujhe merii du.aa hai tiraa kaasa TuuTe
Jawad Sheikh
Ghazal
kho gayaa aaj kahaa.n rizq kaa dene vaalaa
ko.ii roTii jo kha.Daa maa.ng rahaa hai mujh se
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ai bulbul-e-bahaar-e-chaman apnii KHair maa.ng
sayyaad-o-baaGbaa.n me.n mulaaqaat ho ga.ii
Qamar Jalalvi
Ghazal
na chaahne pe bhii tujh ko KHudaa se maa.ng liyaa
ye haal hai dil-e-be-mudda.aa ke hote hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
maa.ng rahe ho ruKHsat aur KHud hii
haath me.n haath liye baiThe ho tum bhii naa.n
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
umr-e-daraaz maa.ng ke laa.ii thii chaar din
do aarzuu me.n kaT ga.e do intizaar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
is tarah mil ki bichha.Dne kaa tasavvur na rahe
is tarah maa.ng mujhe tuu ki mai.n teraa ho jaa.uu.n
Shakeel Azmi
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
gadaa-gadii bhii ik usluub-e-fan hai jab mai.n ne
usii ko maa.ng liyaa us se iltijaa kar ke
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
kisii ke dard-e-mohabbat ne umr-bhar ke liye
KHudaa se maa.ng liyaa intiKHaab kar ke mujhe