SEARCH RESULTS
Showing search results for "maanavii"
Ghazal MATCHES FOR "maanavii"
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
ma.anavii taur par us pe mai.n mukammal naa khulii
vo mirii zaat ke eraab se kam vaaqif hai
Nadiya ambar lodhi
Ghazal
hazaar haal-o-maqaamaat se guzartaa hai dil
nazar se masnavii-e-ma.anavii guzartii hai
Shahid Makuli
Ghazal
Abdul Aleem Aasi
Ghazal
dil to kahtaa hai ki mai.n kartii rahuu.n sair-e-jahaa.n
roz hotii hii rahe naql-e-makaanii merii
Rahat Sultana
Ghazal
sher kii taKHliiq 'kaavish' fel-e-jinsii to nahii.n
maanavii aulaad par hii naaz karnaa chaahiye
Kavish Badri
Ghazal
mazmuu.n ke mutaabiq na ho gar lafzo.n kii tartiib
lafzii hii nahii.n ma.anavii ta.aqiid bhii hogii
Talib Mahmud
Ghazal
dard ke motii pirotaa huu.n Gazal kii Dor me.n
parvarish kartaa huu.n apnii maa’navii aulaad kii
Sheeraz Sagar
Ghazal
hai.n Gazal-suurat bahut yuu.n to chamakte aa.ine
maa'navii paikar hai.n bosiida pas-e-diivaar-e-harf
Zafar Moradabadi
Ghazal
barbaadiyo.n kaa sog manaanaa fuzuul thaa
barbaadiyo.n kaa jashn manaataa chalaa gayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
'taalib' ko ye kyaa ilm, karam hai ki sitam hai
jaane ke liye ruuTh, manaane ke liye aa
Talib Baghpati
Ghazal
kabhii kabhii to bahut yaad aane lagte ho
ki ruuThte ho kabhii aur manaane lagte ho
Jaun Eliya
Ghazal
mai.n ne to khel khel me.n to.Daa thaa us kaa dil
phir saarii umr us ko manaanaa pa.Daa mujhe
Faisal Imtiyaz Khan
Ghazal
raKHt-e-safar bhii hogaa mire saath shahr me.n
sahraa bhii shauq-e-naql-e-makaanii me.n aa.egaa