SEARCH RESULTS
Showing search results for "maaroge"
Ghazal MATCHES FOR "maaroge"
Ghazal
maaroge kis ko jii se kis par kamar kasii hai
phirte ho kyuu.n pyaare talvaar Dhaal baa.ndhe
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
kis ko paar utaaraa tum ne kis ko paar utaaroge
mallaaho tum pardesii ko biich bha.nvar me.n maaroge
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
Shuja Khaavar
Ghazal
patthar kii hai diivaar to sar pho.Dnaa siikho
ye haal rahegaa to jiyoge na maroge
Shahzad Ahmad
Ghazal
mahbuub ko bhii le ke maroge tum apne saath
gar ishq hai to ishq na jatlaa.o ghar raho
Rehman Faris
Ghazal
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
patthar bhii na maaroge to gir jaa.e.nge sa.D kar
itraa.e hu.e apnii bulandii pe jo phal hai.n
Meraj Ahmad Meraj
Ghazal
majbuur ko maaroge to chhuT jaa.egaa Gam se
marnaa bahut aasaan hai jiine kii sazaa do
Abdul Haq Sahar Muzaffarnagari
Ghazal
Gam-e-hastii kaa 'asad' kis se ho juz marg ilaaj
sham.a har rang me.n jaltii hai sahar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
maa.nge hai phir kisii ko lab-e-baam par havas
zulf-e-siyaah ruKH pe pareshaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Dhaltii na thii kisii bhii jatan se shab-e-firaaq
ai marg-e-naa-gahaa.n tiraa aanaa bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
maa.nge-taa.nge kii qabaa.e.n der tak rahtii nahii.n
yaar logo.n ke laqab-alqaab mat dekhaa karo
Ahmad Faraz
Ghazal
pareshaa.n raat saarii hai sitaaro tum to so jaa.o
sukuut-e-marg taarii hai sitaaro tum to so jaa.o
Qateel Shifai
Ghazal
qurbato.n me.n bhii judaa.ii ke zamaane maa.nge
dil vo be-mehr ki rone ke bahaane maa.nge
Ahmad Faraz
Ghazal
duur tak ko.ii sitaara hai na ko.ii jugnuu
marg-e-ummiid ke aasaar nazar aate hai.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
marg-e-'jigar' pe kyuu.n tirii aa.nkhe.n hai.n ashk-rez
ik saaneha sahii magar itnaa aham nahii.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
ho umr-e-KHizr bhii to ho ma.aluum vaqt-e-marg
ham kyaa rahe yahaa.n abhii aa.e abhii chale