SEARCH RESULTS
Showing search results for "maatam"
Ghazal MATCHES FOR "maatam"
Ghazal
kabhii taqdiir kaa maatam kabhii duniyaa kaa gila
manzil-e-ishq me.n har gaam pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
jo ik KHudaa nahii.n miltaa to itnaa maatam kyuu.n
yahaa.n to ko.ii miraa ham-zabaa.n nahii.n miltaa
Kaifi Azmi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
kis qadar hogaa yahaa.n mehr-o-vafaa kaa maatam
ham tirii yaad se jis roz utar jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ek ek kar ke log bichha.Dte chale ga.e
ye kyaa hu.aa ki vaqfa-e-maatam nahii.n milaa
Saqi Faruqi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
is zamii.n par bhii hai sailaab mire ashko.n se
mere maatam kii sadaa arsh hilaatii hogii
Wasi Shah
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
tanhaa tire maatam me.n nahii.n shaam-e-siyah-posh
rahtaa hai sadaa chaak garebaan-e-sahar bhii
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
yak lahza siina-kuubii se fursat hame.n nahii.n
ya.anii ki dil ke jaane kaa maatam bahut hai yaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
nahii.n ma.aluum ki maatam hai falak par kis kaa
roz kyuu.n chaak girebaan-e-sahar hotaa hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
bazm-e-maatam to nahii.n bazm-e-suKHan hai 'haalii'
yaa.n munaasib nahii.n ro ro ke rulaanaa hargiz