SEARCH RESULTS
Showing search results for "maazuur"
Ghazal MATCHES FOR "maazuur"
Ghazal
ma.azuur huu.n jo paa.nv miraa be-tarah pa.De
tum sargiraa.n to mujh se na ho mai.n nashe me.n huu.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
is judaa.ii me.n tum andar se bikhar jaa.oge
kisii ma.azuur ko dekhoge to yaad aa.uu.ngaa
Wasi Shah
Ghazal
kuchh daava-e-tamkii.n me.n hai maazuur bhii zaahid
mastii me.n tujhe chaak-garebaa.n nahii.n dekhaa
Asghar Gondvi
Ghazal
dekh lete jo unhe.n to mujhe rakhte ma.azuur
shaiKH-saahib magar us bazm me.n jaa hii na sake
Akbar Allahabadi
Ghazal
aage jamaal-e-yaar ke ma.azuur ho gayaa
gul ik chaman me.n diida-e-be-nuur ho gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
zikr meraa ba-badii bhii use manzuur nahii.n
Gair kii baat biga.D jaa.e to kuchh duur nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
dekhnaa us kii tajallii kaa jise manzuur hai
sa.ng-reza bhii nazar me.n us kii koh-e-tuur hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
aa.ii yak-umr se ma.azuur-e-tamaasha nargis
chashm-e-shabnam me.n na TuuTaa mizha-e-KHaar hunuuz
Mirza Ghalib
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
vahii hotaa hai jo mahbuub ko manzuur hotaa hai
mohabbat karne vaalaa har tarah majbuur hotaa hai
Safi Aurangabadi
Ghazal
mai.n ne kahaa kabhii to tashriif laa.o bole
ma.azuur rakhiye vaqt-e-fursat nahii.n hai ko.ii
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kuchh apnii jo hurmat tujhe manzuur ho ai shaiKH
tuu bahs na mai-KHvaaro.n se chal duur ho ai shaiKH
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
mil jaatii unhe.n quvvat-e-goyaa.ii to kyaa thaa
kuchh kahne se ma.azuur hai.n tasviir kii aa.nkhe.n
Saeed Nazar
Ghazal
kuchh to ghar vaalo.n ne ham ko kar diyaa ma.azuur saa
aur kuchh ham fitratan uktaa ga.e ghar-baar se