SEARCH RESULTS
Showing search results for "machaa.e.n"
Ghazal MATCHES FOR "machaa.e.n"
Ghazal
ye manzilo.n ke sabhii vaahime machaa.e.n shor
magar hai kis liye har rahguzaar chup KHaamosh
Fauziya rabab
Ghazal
teraa vajuud biitii hu.ii zindagii kii yaad
tuu aa chuke to shahr me.n dhuume.n machaa.e.n ham
Shahzad Ahmad
Ghazal
shor machaa.e.n bastii bastii soch rahe the aap
dekhaa kin kin viiraano.n me.n le ke ga.e haalaat
Qamar Jameel
Ghazal
Tabish Dehlvi
Ghazal
ham laakh machaa.e.n Gul suntaa hii nahii.n apnii
tum bolo to khul jaa.e kyaa KHuub ye taalaa hai
Musavvir Lakhnavi
Ghazal
kuchh aur kar degii bojhal fazaa ko KHaamoshii
chalo ki shor machaa.e.n sharaarte.n apnii
Ejaz Obaid
Ghazal
naasuut se guzar ke tafarroh suu.n ai 'aliim'
laahuut ke makaa.n me.n sadaa Gul machaa.e.n chal
Alimullah
Ghazal
junuu.n vahii hai vahii mai.n magar hai shahr nayaa
yahaa.n bhii shor machaa luu.n agar ijaazat ho
Jaun Eliya
Ghazal
jab tujhe yaad kar liyaa sub.h mahak mahak uThii
jab tiraa Gam jagaa liyaa raat machal machal ga.ii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
shor yuu.nhii na parindo.n ne machaayaa hogaa
ko.ii jangal kii taraf shahr se aayaa hogaa
Kaifi Azmi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tamannaa phir machal jaa.e agar tum milne aa jaa.o
ye mausam bhii badal jaa.e agar tum milne aa jaa.o
Javed Akhtar
Ghazal
'faisal' vo saare log the bahre isii liye
KHaamosh rah ke shor machaanaa pa.Daa mujhe
Faisal Imtiyaz Khan
Ghazal
teraa ehsaas zaraa saa tirii hastii paayaab
to samundar kii tarah shor machaataa kyaa hai
Shahzad Ahmad
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
barsaat aa ga.ii to darakne lagii zamiin
suukhaa machaa rahii hai ye baarish to dekhiye