SEARCH RESULTS
Showing search results for "magrib"
Ghazal MATCHES FOR "magrib"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
samjhe hai.n ahl-e-sharq ko shaayad qariib-e-marg
maGrib ke yuu.n hai.n jam.a ye zaaG o zaGan tamaam
Hasrat Mohani
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
har gosha-e-maGrib me.n har KHitta-e-mashriq me.n
tashriih digar-guu.n hai ab tere payaamo.n kii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
maGrib me.n jo Duube use mashriq hii nikaale
mai.n KHuub samajhtaa huu.n mashiyyat kaa ishaara
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
tabii.ato.n kaa numuu hai havaa-e-maGrib me.n
ye Gairate.n ye haraarat ye garmiyaa.n kab tak
Akbar Allahabadi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
apne adab pe naaz hai tujh ko agar 'shakiil'
maGrib-zadaa adiib kii duniyaa se bach ke chal
Shakeel Badayuni
Ghazal
mashriq se meraa raasta maGrib kii samt thaa
us kaa safar junuub kii jaanib shumaal se
Adil Mansuri
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
zaraa sii der ko aa.e the shaiKH idhar lekin
yahii.n janaab ne maGrib yahii.n ishaa kii hai
Anwar Shuoor
Ghazal
mai.n ne suuraj kii tarah KHud ko banaayaa jis din
dekhne aa.e.nge ye maGrib-o-mashriq mujh ko
Anjum Barabankvi
Ghazal
mashriq pe bhii nazre.n hai.n maGrib pe bhii nazre.n hai.n
zaalim ke taKHayyul kii lambaan are tauba
Shauq Bahraichi
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
fareb-e-mashriq-o-maGrib hai.n rahravaan-e-jadiid
ye bad-nasiib na aaqil hu.e na diivaane
Nushur Wahidi
Ghazal
khul gayaa mus.haf-e-ruKHsaar-e-butaan-e-maGrib
ho ga.e shaiKH bhii haazir na.ii tafsiir ke saath