SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahfil-e-yaar"
Ghazal MATCHES FOR "mahfil-e-yaar"
Ghazal
mahfil-e-yaar me.n aGyaar rahaa karte hai.n
ek ham hai.n ki judaa.ii me.n jalaa karte hai.n
Tabeeb Arvi
Ghazal
mahfil-e-yaar talak pahu.nchaayaa
merii qismat kii rasaa.ii dekho
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
mahfil-e-yaar me.n kuchh baat na niklii mu.nh se
kahne ko sham.a kii maanind zabaa.n rakhte hai.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
imtihaa.n jab bhii ho manzuur jigar-daaro.n kaa
mahfil-e-yaar me.n ham-raah-e-raqiibaa.n chaliye
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
mahfil-e-yaar me.n mujh ko na milii ko.ii KHushii
ab agar zulm bhii Dhaa.e to ko.ii baat nahii.n
Aatish Muradabadi
Ghazal
mahfil-e-yaar me.n 'KHaamosh' hai laazim tujh ko
misl-e-parvaana par-o-baal jalaanaa jaanaa
Shah Khamosh Sabri
Ghazal
Ghubaar Bhatti
Ghazal
paa-bos-e-yaar kii hame.n hasrat hai ai nasiim
aahista aa.iyo tuu hamaare mazaar par
Rangin Saadat Yaar Khan
Ghazal
Gair se duur, magar us kii nigaaho.n ke qarii.n
mahfil-e-yaar me.n is Dhab se alag baiThaa huu.n
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
Ghazal
mizaaj-e-yaar tujhe kyo.n vo e.atibaar thaa shaaq
ye aa.e din kaa talavvun jise miTaa ke rahaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
hai zikr-e-yaar kyuu.n shab-e-zindaa.n se duur duur
ai ham-nashii.n ye tarz Gazal kaa kabhii na thaa
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
har baar khii.nch laa.ii hame.n Gairat-e-junuu.n
sau baar yuu.n to ham bhii dar-e-yaar tak ga.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
dil pukaaraa pha.ns ke kuu-e-yaar me.n
rok rakkhaa hai mujhe gulzaar me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
chalte hai.n kuu-e-yaar me.n hai vaqt-e-imtihaa.n
himmat na haarnaa dil-e-biimaar dekhnaa
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
KHayaal-e-yaar Gam-e-rozgaar fikr-e-ma.aash
ham ek jaan ko kitne azaab rakhte hai.n