SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahr"
Ghazal MATCHES FOR "mahr"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Jaleel 'Aali'
Ghazal
ro.e.nge merii yaad me.n mahr o mah o nujuum
in aa.ino.n me.n aks-e-qalaq chho.D jaa.uu.ngaa
Iqbal Sajid
Ghazal
taabish me.n apnii mahr-o-mah-o-najm se sivaa
jugnuu sii ye zamii.n jo kaf-e-aasmaa.n me.n hai
Parveen Shakir
Ghazal
mahr o mah us kii phaban dekh ke hairaan rahe
jab varaq yaar kii tasviir-e-do-ruu kaa niklaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
hai.n zavaal-aamaada ajzaa aafriinash ke tamaam
mahr-e-garduu.n hai charaaG-e-rahguzaar-e-baad yaa.n
Mirza Ghalib
Ghazal
guzrii hai aazmaa.ish-e-mahr-o-vafaa me.n umr
fursat mujhe milii na kabhii imtihaan se
Dagh Dehlvi
Ghazal
tuluu-e-mahr se bhii ghar kii tiirgii na ghaTii
ik aur shab kaTii yaa mai.n ne din tamaam kiyaa
Khumar Barabankavi
Ghazal
ga.nvaa baiThe tirii KHaatir ham apne mahr o maahtaab
bataa ab ai zamaane aur kyaa karnaa pa.Degaa
Iftikhar Arif
Ghazal
jab mahr numaayaa.n hu.aa sab chhup ga.e taare
tuu mujh ko bharii bazm me.n tanhaa nazar aayaa
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
zulf-o-ruu-e-yaar se naira.ng-e-qudrat hai ayaa.n
mahr ke panje me.n hai daaman shab-e-diijuur kaa
Ameer Minai
Ghazal
dukh had se jo guzraa to khulaa dil pe ki yuu.n bhii
dar-parda hai jo mahv-e-mudaaraat vo tum ho
Zia Jalandhari
Ghazal
Zehra Nigaah
Ghazal
tilism-zaar-e-shab-e-maah me.n guzar jaa.e
ab itnii raat ga.e kaun apne ghar jaa.e
Aitbar Sajid
Ghazal
partav-e-mahr se hai chaa.nd kii jhilmil 'anvar'
apne kaase me.n ye KHairaat liye phirtaa hai
Anwar Masood
Ghazal
mahr kii tujh se tavaqqo.a thii sitamgar niklaa
mom samjhe the tire dil ko so patthar niklaa