SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahv-e-safar"
Ghazal MATCHES FOR "mahv-e-safar"
Ghazal
manzil-e-KHvaab hai aur mahv-e-safar paanii hai
aa.nkh kyaa kholii.n ki taa-hadd-e-nazar paanii hai
Akram Mahmud
Ghazal
Safar Naqvi
Ghazal
ab kaun ye samjhegaa 'safar' bar-sar-e-maqtal
ham larza-bar-andaam hai.n yaa jhuum rahe hai.n
Safar Naqvi
Ghazal
ik yaad sar-e-shaam safar kartii rahegii
aur qarya-e-jaa.n kuu-e-butaa.n hotaa rahegaa
Safar Naqvi
Ghazal
qasiim-e-'ishq hai ulfat luTaa luTaa ke 'safar'
vujuud-e-nutfa-e-shar ko miTaa.e detaa hai
Safar Naqvi
Ghazal
Safar Naqvi
Ghazal
bulandii chhuu ke aa.uu.n aasmaa.n kii
parinda huu.n sadaa mahv-e-safar huu.n
Hina Ambareen Tariq
Ghazal
aag sii dhuup me.n huu.n mahv-e-safar
chhaa.nv ban kar jo ham-rikaab hai vo
Jagdeesh Raj Figar
Ghazal
usii taraf hai zamaana bhii aaj mahv-e-safar
'faraaG' mai.n ne jidhar se guzarnaa chaahaa thaa
Faragh Rohvi
Ghazal
saro.n pe apne tamaazat kaa bojh uThaa.e hu.e
ye kaun mahv-e-safar hai Dagar Dagar yuu.nhii
Sharib Mauranwi
Ghazal
bulandiyo.n pe thaa mahv-e-safar hu.aa kii tarah
libaas-e-KHaak jo pahnaa to KHaaksaar hu.aa
Kumar Pashi
Ghazal
yuu.n mahv-e-safar huu.n tirii justujuu me.n
nazar merii aage hai shams-o-qamar se
Deepak Purohit
Ghazal
thaa mahv-e-safar apnii hii takmiil kii jaanib
jo naqsh bhii dekhaa vo adhuuraa nazar aayaa