SEARCH RESULTS
Showing search results for "mailii"
Ghazal MATCHES FOR "mailii"
Ghazal
Gulzar
Ghazal
sii liye ho.nT vo paakiiza nigaahe.n sun kar
mailii ho jaatii hai aavaaz bhii dohraate hu.e
Gulzar
Ghazal
o.Dhe hu.e ummiid kii ik mailii sii chaadar
darvaaza-e-baKHshish pe gunahgaar pa.Daa hai
Munawwar Rana
Ghazal
itnaa na ban-sa.nvar ki zamaana KHaraab hai
mailii nazar se Dar ki zamaana KHaraab hai
Shabab Lalit
Ghazal
kyaa us se mulaaqaat kaa imkaa.n bhii nahii.n ab
kyuu.n in dino.n mailii tirii poshaak bahut hai
Jamal Ehsani
Ghazal
zindagii mailii hu.ii gard-e-mah-o-saal ke saath
ik jagah chho.D ke hai puurii ye dhone vaalii
Javed Shaheen
Ghazal
mailii chaadar taan kar is chaukhaT ke duvaar
sadiyo.n ke kohraam me.n so ga.e kyaa kyaa log
Majeed Amjad
Ghazal
Badr Wasti
Ghazal
kitnii mailii hai havasnaak nigaaho.n kii chamak
ki samundar bhii bahut kam hai jise dhone ko
Seema Naqvi
Ghazal
Mukesh Aalam
Ghazal
dekhaa huzuur ko jo mukaddar to mar ga.e
ham miT ga.e jo aap ne mailii nigaah kii