SEARCH RESULTS
Showing search results for "majlis-e-mai"
Ghazal MATCHES FOR "majlis-e-mai"
Ghazal
majlis-e-mai se mushaabah hai KHaraabaat-e-jahaa.n
jaan kar yaa.n jo na ho mast so hoshyaar nahii.n
Qayem Chaandpuri
Ghazal
saaqii jo na thaa yaar to shab majlis-e-mai me.n
taa-sub.h mujhe shiishe ke qulqul ne rulaayaa
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Ghazal
hai kaun saa jahaa.n me.n vo aadaab-e-mai-kashii
jis se miraa shu.uur-e-Gazal aashnaa na ho
Naresh M. A
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
ye baat alag saaqii navaaze na navaaze
ham mai-kada-e-ishq ke mai-KHvaar rahe hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
A. D. Azhar
Ghazal
jahaa.n nigaah se insaa.n banaa.e jaate hai.n
vo baab-e-mai-kada mere liye khulaa to milaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
sunte sunte vaa.izo.n se hajv-e-mai
zo.af saa kuchh aa gayaa iimaan me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kahaa.n tak na behosh-o-be-KHud karegii
mai-e-vasl hai ko.ii sharbat nahii.n hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
big.Dii hu.ii hai mai-kada-e-dahr kii havaa
ho jaa.e.n shaiKH-jii bhii na mai-KHvaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
mar chukaa mai.n to nahii.n us se mujhe kuchh haasil
barse gar paanii kii jaa aab-e-baqaa mere ba.ad
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
nigaah-e-manzar-e-dilkash me.n chhaa ga.ii surKHii
mai-e-KHumaar sadaa.o.n kii anjuman me.n hai
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
jo har nazar me.n taaza kare.n mai-kade hazaar
sach hai 'suruur'-e-rafta ko vo yaad kyaa kare.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
majlis-e-vaaz me.n kyaa merii zaruurat naaseh
ghar me.n baiThaa hu.aa shuGl-e-mai-o-miinaa na karuu.n