SEARCH RESULTS
Showing search results for "majlis-e-vaaz"
Ghazal MATCHES FOR "majlis-e-vaaz"
Ghazal
majlis-e-vaaz ko dekhaa to kahaa rindo.n ne
hogii is bhii.D kii jannat me.n samaa.ii kyuu.nkar
Dagh Dehlvi
Ghazal
jis pe ki baiTh ke vaa.iz ne mazammat mai kii
majlis-e-vaaz me.n rindo.n ne vo mimbar ulTaa
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
majlis-e-vaaz me.n jab baiThte hai.n ham mai-kash
duKHtar-e-raz ko bhii pahluu me.n biThaa lete hai.n
Ameer Minai
Ghazal
majlis-e-vaaz me.n kyaa merii zaruurat naaseh
ghar me.n baiThaa hu.aa shuGl-e-mai-o-miinaa na karuu.n
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
zaKHm milte hai.n ilaaj-e-zaKHm-e-dil miltaa nahii.n
vaz-e-qaatil rah ga.ii rasm-e-masiihaa.ii ga.ii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
umiid jin se thii vaz-e-junuu.n nibhaane kii
vo log vaqt ke saa.nche me.n Dhal ga.e kaise
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
aa.iin-e-paasdaarii-e-sahraa na chhuT sakaa
vaz'-e-junuu.n agarche badalte rahe hai.n ham
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
majlis-e-shaam-e-Gariibaa.n hai bapaa chaar pahar
mustaqil bas abhii maahaul-e-azaa hai mujh me.n
Irfan Sattar
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
ajiib majlis-e-ahl-e-kamaal hai ki yahaa.n
har ek apnaa taraf-daar Dhuu.nDne niklaa
Mohsin Ehsan
Ghazal
dukaan-o-majlis-e-naa-aashnaa-e-jauhar se
ye arjumand ba-asbaab-o-raKHt uThne lagaa
Hadis Salsal
Ghazal
chaaro.n taraf hai aag magar darmiyaan-e-shahr
baiThaa hai yaar majlis-e-jashn-e-tarab lagaa.e
Sarmad Sahbai
Ghazal
ai KHizr-e-vaqt majlis-e-aqtaab-e-vaqt me.n
zikr-e-mo.aamla ho na fikr-e-ma.aal ho